Parcchai Lyrics daga Amit Sahni Ki List (2014) wanda ya rera Sonu nigam. Wannan Wakar Hindi Palash Muchhal ne ya tsara shi tare da wakokin Palak Muchhal.
Taurarin fim: Anindita Nayar, Kavi Shastri, Vega Tamotia, Vir Das. Kuma Ajay Bhuyan ne ya bada umarni
Mawaki: Sonu nigam
lyrics: Palash Muchhal
music: Himesh Reshammiya
Fim/Album: Amit Sahni Ki List
Length: 2:29
An sake shi: 2014
Lakabin: Zee Music Company
Parcchai Lyrics
Kehne ko toh main jee raha hoon
Dhadkan se saansein hi juda hain
Manzil tak pahuncha, toh yeh jana
Raste mein khud ko kho diya hai
Khud ki kya pehchan doon main
Khud se hi anjaan hoon main
Main jeeta hoon magar,
Abb zinda hi nahin
Jo socha woh samjha hi nahin
Roothe khayalon mein,
Kaisi tanhai hai
Na janu main hoon ya,
Meri parchhai hai
Roothe khayalon mein,
Kaisi tanhai hai
Na janu main hoon ya,
Meri parchhai hai
Sooni sooni si raton mein,
Khaali-pan mujhko khalta hai
Sab hai magar kuch bhi nahin
Tanha tanha se iss dil mein,
Koi kaanta kyun chubhta hai?
Aankhon mein har pal hai nami
Khud ki kya pehchan doon main
Khud se hi anjaan hoon main
Main jeeta hoon magar,
Abb zinda hi nahin
Jo socha woh samjha hi nahin
Roothe khayalon mein,
Kaisi tanhai hai
Na janu main hoon ya,
Meri parchhai hai
Roothe khayalon mein,
Kaisi tanhai hai
Na janu main hoon ya,
Meri parchhai hai
Duba sabuwar wakar Khol De Dil Ki Khidki Lyrics