Pehli Baar Lyrics – Hungama 2 | Benny Dayal

By Sara Naira

Pehli Baar Lyrics daga fim din Hungama 2, This Bollywood Wakar Hindi ake rerawa Benny Dayal, kuma yana da waƙar Anu Malik yayin da Sameer ya rubuta wasiƙar Pehli Baar. Bidiyon waƙar waƙar Pehli Baar Priyadarshan ce ta jagoranta, kuma tana ɗauke da Meezaan da Pranitha.

Mawaki: Benny Dayal

lyrics: Sameer Anjaan

An haɗa:  Anu Malik

Fim/Album: Hungarian 2

Length: 3:50

Saki: 2021

Label: Ishtar Music

Hoton Hoton Pehli Baar Lyrics

Pehli Baar Lyrics – Hungama 2

Pehli baar hum tum mile
Pehli baar chhaya hai nasha

Mere dil mein kuch hua hai
Kya tujhe bhi hua hai
Jo hua woh hua pehli baar

Pehli baar hum tum mile
Pehli baar chhaya hai nasha

Mere dil mein kuch hua hai kya
Tujhe bhi hua hai
Jo hua woh hua pehli baar

Silsila hua yeh kya yeh shuru
Bina bole karli guftgu
Anjaani khushboo hai
Yeh ishq jadu hai jadu chal gaya
Dil hua laapta pehli baar

Pehli baar dekha jo tujhe
Pehli baar hua kuch mujhe

Main kyun thehra thehra kyun
Raahein chal rahi hai
Bekhudi hai aisi chhayi pehli baar

Dekha jabse dekha hai tujhe
Meri bhi khabar na hai mujhe
Teri adaon ne teri nigaahon ne
Pagal kar diya
Lag raha sab naya pehli baar

Pehli baar hua ye asar
Pehli baar huye bekhabar

Koi jaadu kar raha hai
Dil mera dar raha hai
Jo hua woh hua woh pehli baar

Pehli baar hum tum mile
Pehli baar chhaya hai nasha

Mere dil mein kuch hua hai
Kya tujhe bhi hua hai
Jo hua woh hua pehli baar

Pehli baar, pehli baar
Hum tum mile
Dekho yeh kya ho gaya

song HUNGAMA HO GAYA LYRICS

Leave a Comment