Pehli Dafa Lyrics – Atif Aslam | Wakar Hindi

By Sara Naira

Pehli Dafa Lyrics: The kyau Wakar Hindi 'Pehli Dafa' ya rera Atif Aslam. Shakeel Sohail ne ya ba da waƙar waƙar kuma Shiraz Uppal ne ya shirya waƙar. Wannan wakar bidiyon Ahmed Khan ne ya bada umarni. An sake shi a cikin 2019 a madadin T-Series.

Bidiyon Kiɗa Yana Nuna Atif Aslam & Ileana D'Cruz

Mawaki: Atif Aslam

lyrics: Shakeel Sohail

An haɗa: Shiraz Uppal

Fim/Album: -

Length: 4:42

An sake shi: 2019

Label: T-jerin

Screenshot of Pehli Dafa Lyrics

Pehli Dafa Lyrics – Atif Aslam

Dil kahe kahaaniyan pehli dafa
Armaano mein rawaniyan pehli dafa
Ho gaya fara main hosh se pehli dafa
Pyaar ko pehchana ehsaas hai yeh naya

Suna hai, suna hai..
Ya rasm-e-wafa hai
Jo dil pe nasha hai
Woh pehli dafa hai (x2)

Kabhi dard si, kabhi zard si
Zindagi benaam thi
Kahin chahatein hui meherbaan
Haath badh ke thamti

Ik woh nazar, ik woh nigaah
Rooh mein shaamil iss tarah
Ban gaya afsana ik baat se pehli dafa
Paa liya hai thikana
Baahon ki hai panaah

Suna hai, suna hai..
Ya rasm-e-wafa hai
Jo dil pe nasha hai
Woh pehli dafa hai

Lage bewajah alfaaz jo
Woh zaroorat ho gaye
Taqdeer ke kuch faisley
Jo ganimat ho gaye

Badla hua har pal hai
Rehti khumari har jagah
Pyaar ta anjaana
Hua saath mein pehli dafa

Ya asar ab jaana
Kya rang hai yeh chadha

Suna hai, suna hai
Ya rasm-e-wafa hai
Jo dil pe nasha hai
Woh pehli dafa hai (x2)

Latsa Nan Domin Ishq Mera Lyrics – Maninder Kailey | Wakar Punjabi

Leave a Comment