Phir Chala Lyrics daga Ginny Weds Sunny Sabon Bakin Ciki ne Bollywood song waka ta Jubin Nautial kuma wannan waƙar tana nuna Yami Gautam, Vikrant Massey. Payal Dev ne ya bayar da kidan wannan sabuwar wakar yayin da Kunaal Vermaa ya rubuta wakokin kuma Puneet Khanna ne ya bada umarni.
Mawaki: Jubin Nautial
lyrics: Kunaal Vermaa
An haɗa: Payal Dev
Fim/Album: Ginny Auren Sunny
Length: 2:21
Saki: 2020
Lakabin: Sony Music India
Phir Chala Lyrics – Ginny Weds Sunny
Jo Humnava The Ab Wo Khafa Hai
Kal Humsafar The Ab Hain Juda
Kyun Aansuyon Se Likhne Lagi Hai
Ab Zindgaani Ye Dastaan
Pehle The Hase Jitna
Ab Utna Bura Lagata Hai
Sab Toh Kho Gaya Mujhse
Ab Kiske Liye Rukna Hai
Phir Chala Phir Chala
Unn Rahon Se Dil Chala
Phir Chala Phir Chala
Unn Rahon Se Dil Chala
Paane Ki Chahat Mein Kho Gaya
Khwaabon Ke Hathon Se Dil Gir Gaya
Tooti Jo Neenin Dikha Hi Nahi
Jaane Kahan Wo Musafir Gaya
Nikle The Sahi Karne Hum
Phir Bhi Galat Hi Hua Hai
Anjaane Mein Jaane Kaisa
Humse Gunaah Ho Gaya Hai
Phir Chala Phir Chala
Unn Rahon Se Dil Chala
Phir Chala Phir Chala
Unn Rahon Se Dil Chala
Takdeeron Ki Is Ladayi Mein
Baithe Hai Rishte Ye Haare Huye
Bechare Dil Ko Toh Pucho Koyi
Iski Khushi Isko Kya Chahiye
Rehti Thi Jahan Raunak
Ab Ghar Wo Suna Pada Hai
Wo Jo Khwaab Dekha Tha
Sau Tukdo Mein Toota Pada Hai