Phir Kabhi Lyrics: Wannan sabuwar waka ce ta rera Arijit Singh ji daga Bollywood fim din 'Ms Dhoni'. Manoj Muntashir ne ya bayar da wakokin wakar, ita kuma Amaal Mallik ce ta tsara wakar. Neeraj Pandey ne ya jagoranci wannan fim. An sake shi a cikin 2016 a madadin T-Series.
Bidiyon Kiɗan Yana Nuna Sushant Singh Rajput & Disha Patani
Mawaki: Arijit Singh ji
lyrics: Manoj Muntashir
An haɗa: Amaal Malik
Fim/Album: Mada Dhoni
Length: 3:35
An sake shi: 2016
Label: T-jerin
Phir Kabhi Lyrics – Ms Dhoni
Yeh lamha jo tehra hai
Mera hai yeh tera hai
Yeh lamha main jee loon zara
Tujhme khoya rahun main
Mujhme khoyi rahe tu
Khud ko dhoond lenge phir kabhi
Tujhse milta rahoon main
Mujhse milti rahe tu
Khud se hum milenge phir kabhi
Haan aa phir kabhi
Kyun bewajah gungunaye
Kyun bewajah muskuraaye
Palke chamakne lagi hai
Ab khwab kaise chupaye
Behki si baatein karle
Hans hans ke aakhen bhar le
Yeh behoshiyaan phir kahaan
Tujh mein khoya rahun main
Mujh mein khoyi rahe tu
Khud ko dhoond lenge phir kabhi
Tujhse milta rahoon main
Mujhse milti rahe tu
Khud se hum milenge phir kabhi
Aa haan phir kabhi
Dil pe taras aa rahan hain
Pagal kahi ho na jaayein
Woh bhi main sun ne laga hoon
Jo tum kabhi kehna paaye
Ya subha phir aygi
Ya shaamein phir ayangi
Ye nazdeekiyan phir kahaan
Tujhme khoya rahun main
Mujhme khoyi rahe tu
Khud ko dhoond lenge phir kabhi
Tujhse milta rahoon main
Mujhse milti rahe tu
Khud se hum milenge phir kabhi
Haan aa phir kabhi.
Wurin biya Ankhiyaan Lyrics – Do Lafzon Ki Kahani nan
Soyayya da waka da wakoki.. Musamman Arijit sir mai ruhi