Phir Na Aisi Raat Aayegi Lyrics daga "Laal Singh Chaddha" sabon salo ne Bollywood song waka ta Arijit Singh ji kuma wannan sabuwar wakar tana dauke da Aamir Khan, Kareena Kapoor. Amitabh Bhattacharya ne ya rubuta wakokin Phir Na Aisi Raat Aayegi yayin da Pritam ke bayar da waka sannan Advait Chandan ne ya bada umarni.
Mawaki: Arijit Singh ji
lyrics: Babu
An haɗa: Snipr
Fim/Album: Laal Singh Chadda
Length: 4:45
Saki: 2022
Label: T-jerin
Phir Na Aisi Raat Aayegi Lyrics – Laal Singh
Phir Na Aisi Raat Aayegi
Yoon Humein Jo Saath Layegi
Phir Na Aisi Raat Aayegi
Yoon Humein Jo Saath Layegi
Nazdeek Se Raat Bhar
Dekh Loon Main Tumhein
Jaane Na Doon Iss Dafa
Rok Loon Main Tumhein
Tum Saamne Sach Mein Ho
Ya Koyi Khwaab Hai
Khud Pe Nahi Hai Yakeen
Poochh Loon Main Tumhein
Phir Zubaan Pe Ek Martaba
Aaj Dil Ki Baat Aayegi
Phir Na Aisi Raat Aayegi
Yoon Humein Jo Saath Layegi
Kya Yeh Mumkin Hai Kabhi
Tum Mere Ho Paaoge
Main Yeh Baahein Khol Doonga
Tum Gale Lag Jaaoge
Jis Tarha Ummeed Se
Dekhta Hoon Main Tumhein
Tum Mujhe Bhi Uss Nazar Se
Dekhne Lag Jaaoge
Ya Isi Ummeed Mein Meri
Zindagi Guzar Jayegi
Phir Na Aisi Raat Aayegi
Yoon Humein Jo Saath Layegi
Nazdeek Se Raat Bhar
Dekh Loon Main Tumhein
Jaane Na Doon Iss Dafa
Rok Loon Main Tumhein
Tum Saamne Sach Mein Ho
Ya Koyi Khwaab Hai
Khud Pe Nahi Hai Yakeen
Poochh Loon Main Tumhein
song Ladies Paan Lyrics