Prem Mein Tohre Lyrics daga Begum Jaan tare da Vidya Balan. Wannan Bollywood song ake rerawa Asha Bhosle. Anu Malik ne ya rubuta shi yayin da Kausar Munir ke rubuta wakokin.
Mawaki: Asha Bhosle
lyrics: Kausar Munir
An haɗa: Anu Malik
Fim/Album: Begum Jaan
Length: 2:35
Saki: 2017
Label: Times Music
Prem Mein Tohre Lyrics - Begum Jaan
Prem mein tohre aisi padi main
Purana zamana naya ho gaya
Eh kya ho gaya..
Kab san thaami
Kab san chhori
Har dard mera
Bayaan ho gaya
Eh kya ho gaya
Prem mein tohre
Aankhon se chhalke shaamein Awadh ki
Subah hai honton pe Banaras wali
Balon se barse Jhelum ka paani
Ghat se ghat mein aisi phiri re
Mujhse thikana mera kho gaya
Eh kya ho gaya
Prem mein tohre
Parde mein toh
Chori chori chori chori jiya jaaye na
Parde mein toh
Chori chori chori chori mita jaaye na
Aata hai chup ke tu mere dar pe
Ghayal dil aur dhadhkan banjar
Ghayal dil aur dhadhkan banjar
Haldi mali jo ghaav pe tohre
Har zakhm mera hara ho gaya
Eh kya ho gaya
Prem mein tohre aisi padi main
Purana zamana naya ho gaya
Eh kya ho gaya
Prem mein toh..