Qafirana Lyrics - Kedarnath: Wannan Bollywood song ake rerawa Arijit Singh & Nikhita Gandhi kuma Amit Trivedi ne ya tsara shi yayin da Amitabh Bhattacharya ya rubuta wakokin Kafirana. Wakar ta fito ne daga Kedarnath na Abhishek Kapoor tare da Sushant Singh Rajput da Sara Ali Khan.
Mawaki: Arijit Singh ji & Nikhita Gandhi
lyrics: Amitabh Bhattacharya
An haɗa: Amit Trivedi
Fim/Album: Kedarnath
Length: 6:15
Saki: 2018
Label: Zee Music Company
Qafirana Lyrics – Kedarnath
Inn wadiyon mein takra chuke hain
Humse musafir yun toh kayi
Dil na lagaya humne kisi se
Qisse suna hain yun toh kayi
Aise tu mile ho
Aise tu mile ho
Jaise mil rahi ho itr se hawa
Qafirana sa hai
Ishq hai ya.. kya hai? (x2)
Khamishiyon mein boli tumhari
Kuch iss tarah goonjti hai
Kano se mere hone huve wo
Dil ka pata dhoondhti hai
Beswadiyon mein
Beswadiyon mein
Jaise mil raha ho koi zaayka
Qafirana sa hai
Ishq hai ya.. kya hai?
Aise tu mile ho
Aise tu mile ho
Jaise mil rahi ho itr se hawa
Qafirana sa hai
Ishq hai ya.. kya hai?
[Karin Aya a Sigar Fim]
Zariye tumhare dar pe Khuda ke
Matta bhi hum tekte hain
Sab ki nigaahein uspe tiki hai
Par hum tumhe dekhte hain
Tum sikha rahe ho
Tum sikha rahe ho
Jism ko humaare roohdaariyan…
Qafirana sa hai
Ishq hai ya.. kya hai?
Aise tu mile ho
Aise tu mile ho
Jaise mil rahi ho itr se hawa
Qafirana sa hai
Ishq hai ya.. kya hai?
Godi mein pahadiyon ki
Ujli dopahri guzarna
Haaye haaye tere saath mein, accha lage (x2)
Sharmeeli akhiyon se tera
Meri nazrein utarna
Haaye haaye har baat pe, accha lage
Dhalti hui shaam ne bataya hai
ki door manzil pe raat hai
Mujhko tasalli hai yeh
Ki hone talak raat hum dono sath hain
Sang chal rahe hain
Sang chal rahe hain
Dhoop ke kinaare chhaaon ki tarah
Qafirana sa hai
Ishq hai ya.. kya hai?
Aise tu mile ho
Aise tu mile ho
Jaise mil rahi ho itr se hawa
Qafirana sa hai
Ishq hai ya.. kya hai?