Rab Se Maangi lyrics Wakar ta Javed Ali, Palak Muchhal wannan a Bollywood song daga fim din Ishq Ke Parindey wanda Rashid Khan ya shirya, yayin da Irshad Khan ya rubuta. Fim ɗin Shakir Khan ne ya ba da umarni tare da Rishi Verma, Priyanka Mehta a cikin shirin waƙar Zee Music Company.
Mawaƙa: Javed Ali, Palak Muchhal
lyrics: Irshad Khan
An haɗa: Rashid Khan
Fim/Album: Ishq Ke Parindey
Length: 2:10
Saki: 2015
Label: Zee Music Company
Rab Se Maangi Lyrics – Ishq Ke Parindey
Rab se maagi thi maine woh duaa ho tum
Tohfa khuda ka meri jaan ho tum
Rab se maagi thi maine woh duaa ho tum
Tohfa khuda ka meri jaan ho tum
Kafir hota to main khuda ki kasam
Kafir hota to main khuda ki kasam
Kehta tumko mere khuda ho tum
Meri subah ho tujhse shuru
Yeh hi tamanna hai bas meri
Meri subah ho tujhse shuru
Yeh hi tamanna hai bas meri
Tu ban gaya meri jeene ki wajah
Tasveer dil mein basi hai teri
Mujhse zindagi kabhi hona na khafa
Mujhse zindagi kabhi hona na khafa
Tu hi talab hai meri aakhari
Ab har pehar hai tujhi pe nazar
Aisi kasish hai tujhme bakhuda
Ab har pehar hai tujhi pe nazar
Aisi kasish hai tujhme bakhuda
Meri saadgi aur meri yeh haya
Tere liye hai oh humnawa
Pal makhmali khusboo hai sandali
Pal makhmali khusboo hai sandali
Jab se mila hai tu meherma