Rafu Lyrics From Tumhari Sulu (2017)

By Richard R. Saxton

Rafu Lyrics daga Tumhari Sulu: Wannan Bollywood song ake rerawa Ronkin Gupta feat. Vidya Balan, Neha Dhupia, Manav Kaul, wanda Santanu Ghatak ya rubuta kuma ya rubuta.

Mawaki: Ronkin Gupta

lyrics: Santanu Ghatak

An haɗa: Santanu Ghatak

Fim/AlbumTumhari Sulu

Length: 3:44

Saki: 2017

Label: T-jerin

Hoton Rafu Lyrics

Rafu Lyrics – Tumhari Sulu

Kaise kaise dhagon se buni hai yeh duniya
Haan… kaise kaise dhagon se buni hai yeh duniya
Kabhi dhoop kabhi baadalon ki yeh ladiyan

Kuch tune si hai maine ki hain rafu
Ya doriyaan (x2)

Kaise kaise dhagon se buni hai yeh duniya
Kabhi dhoop kabhi baadalon ki yeh ladiyan

Kuch tune si hai maine ki hain rafu
Ya doriyaan (x2)

Haan… teri bani rahein meri thi deewaarein
Teri bani rahein meri thi deewaarein
Unn deewaaron pe hi maine likh li bahaarein

Shaam hui tu jo aya so gayi thi kawain
Phir shaam hui tu jo ayaya so gayi thi kawaian

Kuch tune si hai maine ki hain rafu
Ya doriyaan (x2)

(sargama)

Yun seete seete meelon ki ban gayi kahaani
Yun seete seete meelon ki ban gayi kahaani
Kuch tere haathon se kuch meri zubaani

Ab jo bhi hai ye adha pauna
Hai toh rangralyan
Ab jo bhi hai ye adha pauna
Hai toh rangralyan

Kuch tune si hai maine ki hai rafu
Ya doriyaan (x2)

Haan… kaise kaise dhagon se buni hai yeh duniya
Kabhi dhoop kabhi baadalon ki yeh ladiyan

Kuch tune si hai maine ki hain rafu
Ya doriyaan (x2)

song Farrata Lyrics From Tumhari Sulu (2017)

Leave a Comment