Rang Laal Lyrics daga Force 2: Wannan Bollywood song ake rerawa Dev Negi, John Abraham & Aditi Singh Sharma Gourov Roshin ne ya tsara shi yayin da Rang Laal kuma Kumaar ne ya rubuta wasiƙar John Abraham da Sonakshi Sinha.
Waka: Rang Lal
Mawaki: Dev Negi, John Abraham & Aditi Singh Sharma
lyrics: Kumaar
music: Gourov Roshin
Fim/Album: 2arfi XNUMX
Tsawon waƙa: 3:42
An sake shi: 2016
Label na kiɗa: T-jerin
Rang Laal Lyrics - Karfi 2
Ek baat samajh mein nahi aati
Achche log kyun marte hain
Achcho ke saath bura kyun hota hai
Rone wala kyun hasta hai
Hasne wala kyun rota hai
Seh liya bahot seh liya
Khamoshiyon me bahot reh liya
Ab dil ka shor sun
Iraade kuch aur sun
Apni fitrat hai junooni
Ziddi hai zid ka nasha hai
Teri aukaat hai kitni
Ye toh bas humko pata hai
Tune jo khel hai kela
Ismein tu hi haarega
Humko tu kaacnh samajh ke
Kab tak pathar maarega
Rag rag mein khaul rahan hain
Sunle tu bol raha hai
Toh ina jin dadi
Rang lal lal rang lal lal
Rang laal laal rang (x3)
Desh badal gaya
Sab kuch badal gaya
Ek thappad maroge
Toh sau thappad marenge
Aankh uthake dekhoge
Todh denge phod denge
Yeh mera wada hai
Humari Force ka vaada
Aaa ha!
Apni toh har goli pe
Tara hi naam likha hai
Ab na chukega nishana
Humne yeh tha liya hai
Jhukna humko nahi aata
Na karte hain gaddari
Rakh denge phoonkh ke tujhko
Karli humne tayari
Rag rag mein khaul rahan hain
Sunle tu bol raha hai
Toh ina jin dadi
Rang lal lal rang lal lal
Rang lal lal rang (x4)
Force ek zidd hai
Ek jazba hai junoon hai ek rutba hai
Force bagawat hai ek pagalpan hai
Shahadat hai ek deewangi hai
Force ek aawaaz hai
Teri aawaz meri aawaz hum sabki aawaz
120 Crore ek saath milkar chilaaye
Toh poori duniya ko sunna hi padhega
Toh chilao
song Ya Janiya Lyrics – Force 2 – Neha Kakkar | Bollywood Song