Rootha Kyun Lyrics daga 1920 London (2016) rera waka Mohit Chauhan, Da kuma Payal Dev. Wannan Bollywood Song Sharib Toshi ne ya tsara shi da wakokin da Azeem Shirazi ya rubuta.
1920 Taurarin fina-finan London Meera Chopra, Sharman Joshi kuma Tinu Suresh Desai ne ya bada umarni. An saki 1920 London a ranar 6 ga Mayu 2016.
Waka: Rootha Kyun
Mawaki: Mohit Chauhan, Payal Dev
lyrics: Azeem Shirazi
music: Sharib Toshi
Fim/Album: 1920 London
Tsawon Saƙo: 5:03
Label na kiɗa: T-jerin
Rootha Kyu Lyrics - 1920 London
Rootha Kyun
Mujhse Khafa Na Hona Itna Tu
Saanse Bhi Tere Bina Main Na Loon
Jaane Kyu Bewajah
Ya Ho.. Rehne De
Teri Mohabbaton Mein Rehne De
Tere Khwabon Mein Mujhe Behne De
Aisa Hone De Tu Zara
Main Toh Tere Shab Ki Subah Hun Na
Haathon Ki Lakeeron Mein Likha Hun Na (X2)
Rehta Hai
Mere Honthon Pe Tere Honthon Ka Nishaan
Hota Hai, Tanha Raaton Mein Tere Hone Ka Gumaan
Mujhe Mehsoos Hua Hai Aisa Laga Hai
Tumne Chua Hai Na
Main Toh Tere Shab Ki Subah Hun Na
Haathon Ki Lakeeron Mein Likha Hun Na (X2)
Laazim Hai
Jaise Sanson Ke Liye Laazim Hai Hawa
Waise Hi, Mere Liye Zaruri Hai Hona Tera
Tere Mere Pyaar Ka Rista Sadiyon Rahega
Sadiyon Raha Hai Na
Main Toh Tere Shab Ki Subah Hun Na
Haathon Ki Lakeeron Mein Likha Hun Na (X2)