Royi Lyrics Sasanin | Rajneesh Duggal, Sonarika Bhadoria: Wannan Bollywood song ake rerawa Shibani Sur kuma Vivek Kar ya tsara tare da rubutattun waƙoƙin Kumaar An sake shi ƙarƙashin alamar T-Series.
Mawaƙa: Shibani Sur
lyrics: Kumaar
An haɗa: Vivek Kar
Fim/Album: Sasanin
Length: 3:49
Saki: 2016
Label: T-jerin
Royi Lyrics – Saansein
Saansein meri tanha si chale
Hain dhadkan se kayii faasle..(x2)
Ya zameen asmaan
Mere hain kahaan
Khushiyon se door
Hai mera jahan
Royi royi hain aakhein royi
Dard ye mera, naa jaane koi..(x2)
Zara zara dil mera
Dara dara sa lage hai
Thami tami zindagi
Ruke ruke raste hain
Soona soona lage re mann
Kaisi ye uljhan
Raahein hain benishan
Jaaun main kahaan
Rootha hai safar
Jaaun main kahaan
Royi royi hain ankhen royi
Dard ye mera, naa jaane koi..(x2)
(sargama)
Hawa hawa mein kahin
Dhuaan dhuaan sa ude hai
Dikhe mujhe raat hi
Nazar jahan bhi mude hai
Tanhai ka hai bas gham
Koi nahi humdum
Chaahun main kise
Ae dil tu bata
Hai kaun meraa
Ae dil tu bata..
Royi, royi hain aakhein royi
Dard ye mera, naa jaane koi..(x2)