Rozana Lyrics – Naam Shabana | Shreya Ghoshal

By Esha Swamy

Rozana Lyrics daga Naam Shabana (2017) rera Shreya ghoshal. Wannan Bollywood Song Rochak Kohli ne ya tsara shi da wakokin Manoj Muntashir ya rubuta.

Jaruman Fim Naam Shabana Akshay Kumar, da Taapsee Pannu. Shivam Nair ne ya bada umarni. Naam Shabana ya fito ranar 31 ga Maris, 2017.

Waka: kullum

Mawaki: Shreya ghoshal

lyrics: Manoj Muntashir

music: Rochak Kohli

Fim/Album: Naam Shabana

Tsawon waƙa: 2:18

Label na kiɗa: T-jerin

Screenshot of Rozana Lyrics - Naam Shabana

Rozana Lyrics – Naam Shabana

Tere hathon ki taraf

Mere hathon ka safar

Rozana, Rozana

Teri ankhon se kahein

Kuch toh meri nazar

Rozana, Rozana

Rozana main sochun yehi

Kahaan aaj kal main hoon lapata

Tujhe dekh loon toh hasne lage

Mere dard bhi kyun khamakhan

Hawaon ki tara

Mujhe chhuke tu guzar

Rozana, Rozana

Tere haathon ki taraf

Mere haathon ka safar

Rozana, Rozana

Inn ankhon se yeh bata

Kitna main dekhun tujhe

Reh jaati hai kuch kami

Jitna bhi dekhun tujhe

Rozana main sochun yehi

Ke jee lungi main saans bhi

Aise hi tu mujhe milta rahe agar

Rozana, Rozana

Tere hathon ki taraf

Mere hathon ka safar

Rozana, Rozana

Yoon aa mila tu mujhe

Jaise tu mera hi hai

Aaram dil ko jo de

Wo zikr tera hi hai

Rozana main sochun yehi

Ke chalti rahe baatein teri

Aate jaate yuhi mere liye tehar

Rozana, Rozana

Tere hathon ki taraf

Mere hathon ka safar

Rozana, Rozana

Rozana, Rozana

Rubutun Kalmomi – Gagan Kokri

Leave a Comment