Ruk Tau Zara Lyrics – Besharam OST (Title Song) – Zoe Viccaji

By Danika Garibay

Ruk Tau Zara Lyrics ne mai Pakistan Song (2016) waka Zoe Viccaji. Wannan wasan kwaikwayo OST Waqar Ali ne ya shirya shi don wasan kwaikwayo na Besharam akan ARYDigital.

Ruk Tau Zara Lyrics daga Besharam OST (Title Song): Wani kyakkyawan shiri ne wanda Waqar Ali ya shirya kuma Zoe Viccaji ya rera don OST akan serial TV mai taken "Besharam" akan ARY Digital.

Waka: Ruk Tau Zara

Mawaki: Zoe Viccaji

lyrics: N / A

music: Wakar Ali

Tsawon waƙa: 5:16

Label na kiɗa: Zoe Viccaji

Screenshot of Ruk Tau Zara Lyrics – Besharam OST

Ruk To Zara Lyrics - Besharam OST

Ruk tau zara ae musafir

Kuch saans lena de pal ko zara

Kohni ke bal dard jhel kar

Ek raat aane ko hai sun toh zara

Lafz gelay se nazm paani si

Banti jaayegi ek kahani si

Khilti hui ek roshni

Bechain aane ko hai ruk tau zara

Ruk tau zara ae musafir

Kuch saans lene de pal ko zara

Woh jo saawal ankhon mein thhe

Ab bhi kahin aankhon mein hain

Sholon ki lau mein jalti thi jo

Woh sari lakeerein haathon mein hain

Mit jaayengi sab lakeerein

Bas haath dho lene de ruk toh zara

Ruk tau zara ae musafir

Kuch saans lene de pal ko zara

Da fatan za a yi farin ciki

Sitaron pe chalna aasaan nahin

Ungli ke neeche rakha tha dil

Aur jo dabaya tau jaan nahin

Kuch khwahishein jo ragon mein thhe

Ek pal mein jalne ko hai ruk tau zara

Ruk tau zara ae musafir

Kuch saans lene de pal ko zara

Rukh Lyrics - Akhil

Leave a Comment