Saansein Lyrics – Karwaan

By Khushprem Faujdar

Saansein Lyrics: Sabuwar wakar 'Saansein' ta rera Prateek Kuhad daga Bollywood fim din 'Race 3'. Prateek Kuhad ne ya ba da waƙoƙin waƙoƙi da kiɗan. Wannan fim din Akarsh Khurana ne ya bada umarni. An sake shi a cikin 2018 a madadin T Series.

Bidiyon Kiɗa Yana Nuna Irrfan Khan, Dulquer Salmaan & Mithila Palkar

Mawaki: Prateek Kuhad

lyrics: Prateek Kuhad

An haɗa: Prateek Kuhad

Fim/Album: Karwan

Length: 2:24

An sake shi: 2018

Label: T jerin

Hoton Sirri na Saansein Lyrics

Saansein Lyrics – Karwaan

Saansein meri ab befikar hain
Dil mein base kaise yeh pal hain
Baatein sambhal jaa rahi hain
Palkon mein yoon hi hansi hai

Man mein chhupi kaisi yeh dhun hai
Har khaahishein uljhi kidhar hain
Pairon se zakhmi jameen hai
Nazrein bhi thehri hui hain
Hai ruki har ghadi
Hum hain chalein rahein yahin

Yeh manzilein humse khafa thi
In par chayi oss si bewafa thi
Bahon mein ab khoyi hain raatein
Haathon mein khuli hain yeh shaamein
Yeh subha hai nayi
Hum hain chalein rahein yahin

Main apne hi mann ka hausla hoon
Hai soya jahan par main jaga hoon
Main peeli sehar ka nasha hoon
Main madhosh tha ab main yahan hoon

Saansein meri ab befikar hain
Dil mein base kaise yeh pal hain
Naghmein khile hain ab sare
Pairon tale hain mashalein
Thamm gayi hai zameen
Hum hain chalein rahein yahin

Main apne hi mann ka hausla hoon
Hai soya jahan par main jaga hoon (x2)

Wurin biya Saala Khadoos Lyrics – Title Song nan

Leave a Comment