Safar Lyrics: Sabuwar wakar 'Safar' ita ce ta rera Arijit Singh ji daga Bollywood fim din 'Jab Harry Met Sejal'. Irshad Kami ne ya ba da waƙar waƙar kuma Pritam Chakraborty ce ta shirya waƙar. Imtiaz Ali ne ya jagoranci wannan fim. An sake shi a cikin 2017 a madadin Sony Music.
Bidiyon Waƙar Yana Nuna Shah Rukh Khan & Anushka Sharma
Mawaki: Arijit Singh ji
lyrics: Irshad Kami
An haɗa: Pritam Chakraborty
Fim/Album: Jab Harry ya hadu da Sejal
Length: 3:42
An sake shi: 2017
Label: Sony Music
Safar Lyrics
Ab na mujhko yaad beeta
Main toh lamhon mein jeeta
Chala ja raha hoon
Main kahaan pe ja raha hoon…
Kahaan hoon?
Iss yaqeen se main yahan hoon
Ki zamana yeh bhala hai
Aur jo raah mein mila hai
Thodi door jo chala hai
Woh bhi admi bhala tha
Pata ta…
Zara bas khafa tha
Woh bhatka sa raahi mere gaanv ka hi
Woh rasta puraana jisey yaad anaa
Zaroori tha lekin jo roya mere bin
Wo ke mera gar tha
Purana sa darr tha
Magar ab na main apne ghar ka raha
Safar ka hi tha main safar ka raha
Idhar ka hi hoon na udhar ka raha
Safar ka hi tha main safar ka raha (x2)
Main raha… oo…
Main raha… wo o…
Main raha…
Meel pattharon se meri dosti hai
Chaal meri kya hai raah jaanti hai
Jaane rozana… zamana wohi rozana
Shehar shehar fursaton ko bechta hoon
Khaali haath jaata khaali laut'ta hoon
Aise rozana.. rozana khud se begina…
Jabse gaanv se main shehar hua
Itna kadva ho gaya ki zehar hua
Main toh rozana
Na chaaha tha yeh ho jaana maine
Ye umrr, waqt, raasta.. guzarta raha
Safar ka hi tha main safar ka raha
Idhar ka hi hoon na udhar ka raha
Safar ka hi tha main safar ka raha (x2)
Main raha... oo..
Main raha.. ku..
Main raha…
Safar ka hi tha main safar ka raha
Wurin biya Sad Song Lyrics – Sukh E Muzical Doctorz | Wakar Punjabi nan