Salamatu Lyrics: Sabuwar wakar 'Salamat' ce ta rera Arijit Singh ji, Da kuma Tulsi Kumar daga Bollywood fim din 'Sarbjit'. Rashmi Virag ne ya ba da waƙar waƙar kuma Amaal Mallik ce ta tsara waƙar. Omung Kumar ne ya jagoranci wannan fim. An sake shi a cikin 2014 a madadin T-Series.
Bidiyon Kiɗa Yana Nuna Randeep Hooda, Aishwarya Rai & Richa Chadda
Mawaki: Arijit Singh ji & Tulsi Kumar
lyrics: Rashmi Virag
An haɗa: Amaal Malik
Fim/Album: Sarbjit
Length: 3:15
An sake shi: 2014
Label: T-jerin
Salamat Lyrics – Sarbjit
Chahe main rahun jahan
Main chahe tu na rahe
Tere mere pyar ki umar salamat rahe
Chahe ye zameen ye asmaan
Rah na rahe
Tere mere pyar ki umar salamat rahe
Ya... mm..
Dar hai tujhe main kho na doon
Miley jo khuda toh bol doon
Main do jahan ka kya karun
Tu bata
Oh ..
Tu jo mere paas hai
Mujhko na koi pyaas hai
Meri muqammal hogayi har dua
Chahe mere jism mein
Yeh jaan rahe na rahe
Tere mere pyar ki umar salamat rahe
Tere tukdo mein ji rahein
Tum jo mile toh jud gaye
Pankh laga ke udd chala mann mera oh..
Tujhme main hoon, mujhmein tu
Aur hai saanse rubaroo
Kuch bhi nahi ab dono ke darmiyaan
Chahe uss chand mein
Chamak rahe na rahe
Tere mere pyar ki umar salamat rahe
Chahe main rahun jahan
Main chahe tu na rahe
Tere mere pyar ki umar salamat rahe
Danna nan don Sajjan Raazi Lyrics – Satinder Sartaaj | Wakar Punjabi