Sanam Mere Sanam Lyrics daga waƙa (2016) rera waƙa Arjun Kanungo. Wannan Wakar Hindi Mithoon ne ya tsara shi da wakokin Sayeed Quadri ya rubuta.
Sanam Mere Sanam Lyrics daga Arjun Kanungo: Sabuwar haɗin gwiwar Jammin tsakanin mawaƙin YouTube mai ban sha'awa Arjun Kanungo tare da Mithoon.
Waka: Sanam Mere Sanam
Mawaki: Arjun Kanungo
lyrics: Sayeed Quadri
music: Mithoon
Tsawon waƙa: 5:44
Label na kiɗa: Arjun Kanungo
Sanam Mere Sanam Lyrics – Arjun Kanungo
Tapte hue sehra mein
Mile abshaar jaise
Mujhko toh hai iss jaha mein
Mila tera pyar aise (x2)
Sanam mere sanam ye tera karam
Bana rahein yoonhi
Kabhi na ho yeh kam (x2)
Meri aankhon ko hamesha
Tere khwabon ne nawaaza
Mere vaaste raha tu
Mausam koi pyara sa
Daur-e-khiza mein koi ayayi
Ban ke bahar jaise
Mujhko toh hai iss jaha mein
Mila tera pyar ai
Sanam mere sanam ye tera karam
Bana rahein yoonhi
Kabhi na ho yeh kam
Teri qurbaton ne mujhko
Tanhai mein sambhala
Tune bahon mein sameta
Tha main jab bikharne wala
Tanha kahi ek bashar ko
Mile ghamguzaar jaise
Mujhko toh hai iss jaha mein
Mila tera pyaar ai
Sanam mere sanam ye tera karam
Bana rahein yoonhi
Kabhi na ho yeh kam(x2)
Samandar Lyrics – Jubin Nautiyal, Shreya Ghoshal daga Kis Kisko Pyaar Karoon