Shaam Ya Seher Lyrics – Shorgul | Vishal Misra

By Sumayya Abdella

Shaam O Sheher Lyrics: Wannan sabuwar waka ce ta rera Vishal Misra daga Bollywood fim din 'Shorgul'. Sameer Anjaan ne ya ba da waƙar waƙar kuma Lalit Pandit ne ya shirya waƙar, da Niladri Kumar. Jitendra Tiwari ne suka jagoranci wannan fim, da P Singh. An sake shi a cikin 2016 a madadin Kamfanin Kiɗa na Zee.

Bidiyon Kiɗa Yana Nuna Suha Gezen, Aniruddh Dave & Hiten Tejwani

Mawaki: Vishal Misra

lyrics: Sameer Anjaan

An haɗa: Lalit Pandit & Niladri Kumar

Fim/Album: Shorgul

Length: 2:21

An sake shi: 2016

Label: Zee Music Company

Screenshot of Shaam O Seher Lyrics

Shaam O Seher Lyrics – Shorgul

Aankhon mein chand chupa lun
Tere chehre ko main chura lun

Aankhon mein chand chupa lun
Tere chehre ko main chura lun
Sirf itni si ijazat chahiye

Hm..jo labh pe hai tujhko bata dun
Tujhe apne dil ka pata doon
Sirf itni si ijazat chahiye

Shaam o seher atho pehar
Teri chahat main karta hun
Teri khabar, teri fikar
Tujh mein hi jeeta marta hun

Shaam o seher atho pehar
Teri chahat main karta hun
Teri khabar, teri fikar
Tujh mein hi jeeta marta hun

Uljhe uljhe gesuon mein rahun
Jism ki khusbu mein bahun
Iss qadar tujhko pyar dun
Tujhpe har lamha waar dun
Sirf itni si ijazat chahiye

Shaam o seher atho pehar
Teri chahat main karta hun
Teri khabar, teri fikar
Tujh mein hi jeeta marta hun

Shaam o seher atho pehar
Teri chahat main karta hun
Teri khabar, teri fikar
Tujh mein hi jeeta marta hun

Bazuoon ke daayre mein jeeyun
Narm honthon ki gulabi mein peeyun
Sochu bas tujhko raat din
Naa rahun ik pal tere bin
Sirf itni si ijazat chahiye

Shaam o sehar atho pehar
Teri chahat main karta hun
Teri khabar, teri fikar
Tujh mein hi jeeta marta hun

Shaam o sehar atho pehar
Teri chahat main karta hun
Teri khabar, teri fikar
Tujh mein hi jeeta marta hun.

Wurin biya Shaadi Wali Night Lyrics – Calendar Girls nan

Leave a Comment