Shikayat Lyrics daga fim din, Gangubai Kathiawadi. Wannan Bollywood song ake rerawa Archana Gore. Ƙirƙirar kiɗa ta Sanjay Leela Bhansali tare da waƙoƙin da AM Turaz ya rubuta. Kundin waƙar an fito da shi ƙarƙashin lakabin Kiɗa na Saregama.
Mawaki: Archana Gore
lyrics: AM Turaz
An haɗa: Sanjay Leela Bhansali
Fim/Album: Gangubai Kathiawadi
Length: 2:59
Saki: 2022
Label: Saregama Music
Shikayat Lyrics – Gangubai Kathiawadi
Kisi ki yaad me
Shaamein guzarne ke liye
Kaleja chahiye khud ko
Marne ke liye
Ka gat maut ke
Har din utarna padda hai
Eh ishq dil me
Meri jaan utarne ke liye
Suna hai ke unko shikayat bahoot hai
Suna hai ke unko shikayat bahoot hai
Toh phir unko humse mohabbat bahoot hai
Suna hai ke woh tod dete hai dil to
Hamein rootne ki bhi adat bahoot hai
Suna hai ke unko shikayat bahoot hai
Nazar bhaar ke woh dekhte ɓi nahi hai
Hamare liye sochte ɓi nahi hai
Nahi hai nahi sochte bhi nahi hai
Guzrate hai hum roz pehlon se unke
Magar woh humein rokte bhi nahi hai
Han han rokte bhi nahi hai
Han han rokte bhi nahi hai
Suna hai ke bafraat woh karte hai humse
Hume unki bafraat se rahat bahoot hai
Suna hai ke unko shikayat bahoot hai
Suna hai ke unko shikayat bahoot hai
Shehar chahe jeewan ka veeran kar do
Magar dekh kar humko hairan kar do
Bharam ajj bhi hai wafaon ka humko
Ijaazat hai jana khataon ki tumko
Khata oar bhi unki khafa hum nahi hai
Kisi hai mein bhi judaa hum nahi hai
Nahi hai nahi haan juda hum nahi hai
Woh ilzaam jitne bhi chahe laga lein
Wafadaar hai bewafa hum bahi hai
Han han bewafa hum nahi hai
Han han bewafa hum nahi hai
Suna hai ke wo bhul jate hai mil kar
Humein unki yadon ki daulaat bahoot hai
Suna hai ke inko shikayaat bahoot hai
Suna hai suna hai shikayaat bahoot hai
Han ji han ji yana hai mohabbat bahoot hai
Han han han unki nafraat se rahat bahoot hai
Humein tuttne ki bhi adat bahoot hai
Shikayat nohabbat haa raahat bahoot hai
Hamein unki yadon ki daulaat bahoot hai
Suna hai suna haa haa haa jamne suna hai
Suna, suna, suna hai
Suna hai ke unko shikayat bahoot hai
song Jume Re Gori Lyrics