Shukar Tera Lyrics – Samrat & Co | Wakoki

By Tulsi Mahabir

Shukar Tera Lyrics: Sabuwar wakar 'Shukar Tera' ce ta rera Chinmayi Sripada daga Bollywood fim din 'Samrat & Co'. Mithoon Sharma ne ya ba da waƙar waƙar kuma Mithoon Sharma ne ya tsara waƙar. Kaushik Ghatak ne ya jagoranci wannan fim. An sake shi a cikin 2014 a madadin Rajshri.

Bidiyon Kiɗa Yana Nuna Rajeev Khandelwal & Madalsa Sharma

Mawaki: Chinmayi Sripada

lyrics: Mithoon Sharma

An haɗa: Mithoon Sharma

Fim/Album: Samrat & Co

Length: 2:17

An sake shi: 2014

Label: Rajshri

Screenshot of Shukar Tera Lyrics

Shukar Tera Lyrics

Kis tarah se shukar
Tera ab ada karu main
Kis tarah se shukar
Tera ab ada karu main
Kis tarah se shukar
Tera ab ada karu main
Iss mohabbat ka harjana
Kis tarah bharu main
Khaamosh reh
Kar bhi keh gaye
Dariya sa dil tak beh gaye
Tum par ho raha
Hai talaka aibar
Tum hi ho hifaazat meri suno
Ye kaha hai rooh ne
Kis tarah se shukra
Tera ab ada karu main

Ishq ka bas naam liya
Maine samjha nahi tha isey
Tune sikhaaya ki ye hai ibaadat
Rooh ki bhaasha hai yeh
Teri badolat paayi woh daulat
Jo mili na mujhko kahin
Jazbaat hadd se badhne lage
Dene lage sadaa tujhe
Har pal hai zaroori
Ab tera deedar
Kis tarah se shukr tera
Ab ada karu main
Iss mohabbat ka harjana
Kis tarah bharu main

Aisa kabhi dekha nahi
Na kabhi bhi kahin suna
Dene wala sab dekar
Bhi keh raha hai shukriya
Tune hi toh samjha mujhe
Jo na keh saka
Main suna tumhe
Ehsaan ye tera na
Bhalunga sadaa
Kis tarah se shukr tera
Ab ada karu main
Iss mohabbat ka harjana
Kis tarah bharu main.

Danna nan don Enu Naam Che Raees Lyrics – Raees

Leave a Comment