Mai Zunubi Lyrics – Sarki | EP Khwabeeda | (2022)

By Amrao Chhabra

Rubutun Zunubi by Sarkin sabo ne Wakar Hindi daga EP Khwabeeda da Kiɗan wannan waƙar Mai zunubi ta ENZO ne ke bayarwa. King ne ya rubuta waƙoƙin zunubi kuma Akhilesh Vats ne ya ba da umarnin bidiyo.

Mawaki: Sarkin

lyrics: Sarkin

An haɗa: ENZO

Fim/Album: EP Khwabeeda

Length: 4:04

Saki: 2022

lakabin: Sarki

Hoton Hoton Mai Zunubi Lyrics

Rubutun Zunubi - Sarki

Ok iya
Ok iya
Sarki Yana Cikin Ginin

Haathon Mein Jaam Hai
Hum Roz Peete Hain
Par Dil Nahi Bhara

Jhele Nuksan Hain
Par Kisi Ka Chheen
Apna Fayada Nahi Kara

Aye Burrrahh

Haathon Mein Jaam Hai
Hum Roz Peete Hain
Par Dil Nahi Bhara Hey Hey

Jhele Nuksan Hai
Par Kisi Ka Chheen
Apna Fayada Nahi Kara Hey Hey

Katleaam Hai Jinhone Bhi
Pichhe Mere Waar Hai Kara
Hey Mujhpe Ilzam Hai
Ke Maine Phir Se
Saccha Pyar Nahi Kara Hey Hey

Aaj Mujhe Sab Kuchh De Rahe Ho
Kal Mujhse Sab Kuchh Le Loge
Main Puchhta Rahunga Ki Galti Kya?
Par Mujhse Tum Kuchh Bhi Na Bologe

Bas Tabhi Main Door Hi Rehta Hon
Dil Se Hi Likhta Aur Kehta Hoon
Ke Jo Hai Bana Khud Zero Se
Usse Ab Kya Hi Tum Le Loge

Ke Mere Jaisa Main Bas Ek
Main Hoon Cheez Aakhiri
Ya Ghamand Nahi Hai Jaana
Yeh Hai Baat Yar Ki

Ke Main Chala Jo Mere Saath
Duniya Saari Chal Padi
Toh Woh Bhi Chhod Aa Gayi Thi
Galiyan Apne Yar Ki

Jeena Haram Hai
Woh Gussa Hoke Kehti Raja Nahi Mila
Yahi Anjaam Hai Ke Maine Phir Se
Saccha Pyar Nahi Kara

Aye Burrrahh

Haathon Mein Jaam Hai
Hum Roz Peete Hain
Par Dil Nahi Bhara Hey Hey

Jhele Nuksan Hai
Par Kisi Ka Chheen
Apna Fayada Nahi Kara Hey Hey

Katleaam Hai Jinhone Bhi
Pichhe Mere Waar Hai Kara
Hey Mujhpe Ilzam Hai
Ke Maine Phir Se
Saccha Pyar Nahi Kara Hey Hey

Hum Bhi The Jhank Rahe
Duniya Ko Paise Se Taap Rahe
Kal Thi Dilli Wali Saath Toh
Aaj Jaipur Wali Baith Ke Taak Rahe

Kamre Ki Chaar Deewaari Se Hoke
Nikle Aaj 5 Star Naap Rahe
Bayan Party Hoti Aisi Ke
Saari Bandiyon Ke Munh Pe Ho Baap Re

Manon Meri Rakhna
Mujhse Thoda Faasla
Hoga Ek Hi Ishara
Chal Padega Kaafila

Bedili Bhi Kar Li Maine
Poori Duniya Se Lada
Jab Mere Andar Ke Bhagwan Se
Shaidan Aa Mila

Laga Di Aag Bhi
Yeh Duniya Phoonk Gayi
Par Raja Nahi Jala HaHaHa

Aur Uske Baad Bhi
Woh Gussa Hoke Kehti
Raj Nahi Mila

Aye Burrrahh

Haathon Mein Jaam Hai
Hum Roz Peete Hain
Par Dil Nahi Bhara Hey Hey

Jhele Nuksan Hai
Par Kisi Ka Chheen
Apna Fayada Nahi Kara Hey Hey

Katleaam Hai Jinhone Bhi
Pichhe Mere Waar Hai Kara
Hey Mujhpe Ilzam Hai
Ke Maine Phir Se
Saccha Pyar Nahi Kara Hey Hey

song La La La Song Lyrics

Leave a Comment