Suna Hai Lyrics daga album Sanak: This Bollywood song ake rerawa Jubin Nautial, kuma yana da kidan Jeet Gannguli yayin da Rashmi Virag ya rubuta wakokin Suna Hai don Sanak. Wakar “Suna Hai” ta fito ne daga “Sanak” wanda ke nuna Vidyut Jammwal da Rukmini Maitra.
Mawaki: Jubin Nautial
lyrics: Rashmi Virag
An haɗa: Ganguli
Fim/Album: Sanak
Length: 2:55
Saki: 2021
Lakabin: Zee Music Company
Suna Hai Lyrics – Jubin Nautial
Suna hai tere dil pe mera
Kahin na kahin naam likha hai
Dekho na meri aankhon mein tum
Chhipa hai mera khwaab chhipa hai
Kaise bataun kitna chahun main tumhe
Le ja zarurat ho toh meri dhadkanein
Inmein sunayi degi meri khwahishein
Rehte hain na yeh humesha rang roop dono
Zindagi ka yeh safar hai chhanv dhoop dono
Inn hawaon mein rahegi teri meri khushboo
Tere peechhe main chalunga jahaan jayega tu
Suna hai teri taqdeeron mein
Tumhara mera mel likha hai
Jo aisa ho toh kya darna phir
Dekhein toh zara kya hota hai
Mar jaane se pehle main jee loon tumhein
Le ja zarurat ho toh meri dhadkanein
Inmein sunayi degi meri khwahishein