Mawaƙi Lyrics: Wannan Bollywood song daga fim din Kedarnath feat Sushant Singh & Sara Ali Khan. Ana rerawa Dev Negi, wanda Amit Trivedi ya shirya kuma Amitabh Bhattacharya ne ya rubuta.
Mawaki: Dev Negi
lyrics: Amjad Nadeem
An haɗa: Amit Trivedi
Fim/Album: Kedarnath
Length: 3:42
Saki: 2018
Label: Zee Music Company
Waƙoƙin Mawaƙa - Kedarnath
Kada ku ji tsoro
Hain chaand sa mukhda
Kya kehna uska afreen
Daawat mein jaise ho shahi tukda
Uske jaisi na koyi nazneen
Shaahi joda pehan ke
Aayi jo ban-than ke
Wohi to meri sweetheart hai
Sharmayi si bagal mein
Jo baithi hai dulhan ke
Wohi to meri sweetheart hai x (2)
Kaise main kahun shukriya
Uska mujhpe ehsaan hai
Nacheezon ki basti mein woh
Jo banki aayi mehmaan hai
Lagta hai shaadi ghar mein
Ba mu da komai
Chal ke aayi hai khushkismati
Saari mehfil ki woh jaan bani hai
Kya kehna uska afreen
Muflis ke dil ka armaan bani hai
Uske jaisi na koyi nazneen
Shaahi joda pehan ke
Aayi jo ban-than ke
Wohi to meri sweetheart hai
Sharmayi si bagal mein
Jo baithi hai dulhan ke
Wohi to meri sweetheart hai
Wah ji
Wah wah kya baat hai x (2)