Tera Junoon Lyrics daga Wakokin Hindi (2018) wanda Jubin Nautial. Wannan Bollywood Song Tanishk Bagchi ne ya tsara shi da wakokin Arafat Mehmood da Mohammed Irfan suka rubuta.
Tera Junoon Lyrics from Machine movie starring Mustafa da Kiara Advani a cikin wannan waka da Jubin Nautiyal ya rera tare da waƙar Tanishk Bagchi da waƙar Arafat Mehmood, Mohammed Irfan ya rubuta.
Waka: Tara Junoon
Mawaki: Jubin Nautial
lyrics: Arafat Mehmood, Mohammed Irfan
music: Tanishk Bagchi
Fim/Album: Na'ura
Tsawon waƙa: 6:03
Label na kiɗa: T-jerin
Tera Junoon Lyrics – Machine
Tera junoon hai sar pe chadha
Mujhe na sukoon hai karde riha
Haal yeh mera dekh zara
Hosh hai baki mujhe mein kahan
Jeena mohaal hai ab
Tera sawal hai ab
De bata tu zara
Kya naam lun mein tere pyaar ka
Tu..
Tu mohabbat nahi hai toh kya
Tu..
Tujhse rahat mile kyun bata (x2)
Tere padho dil ke varkh saare
Likhe mile mere hi haq sarare
Jo soche ku mehsoos ho mujhko
Mitt se gaye jaise farak sarare
Dil mein kahi pe
Ek darr sa laga hai
Mujhse bhi zyada
Koi tumko na chahe
Mujhse na cheene pyar mera
Mujhe na sukoon hai karde riha
Haal ye mera dekh zara
Hosh hai baki mujhe mein kaha
Jeena mohaal hai ab
Tera sawal hai ab
De bata tu jara
Kya naam lun mein tere pyar ka
Tu..
Tu mohabbat nahi hai toh kya
Tu..
Tujhse rahat mile kyun bata (x2)
Tu hi wajah, hai mere jeene ki
Tu sarkar hai, bechain seene ki
Phir dard kyun
Hai iss qadar mujhko
Tu jo mera phir kyun fikar mujhko
Koi tareeka mere dil ko sikha de
Kaise jiyun mein tere bin ye bata de
Saanse chale na tere bina
Mujhe na sakoon hai karde riha
Haal yeh mera dekh zara
Hosh hai baki mujhe mein kaha
Jeena mohaal hai ab
Tera sawal hai ab
De bata tu jara
Kya naam lun mein tere pyaar ka
Tu..
Tu mohabbat nahi hai toh kya
Tu..
Tujhse rahat mile kyun bata (x2)