Tera Woh pyar Lyrics: The latest Pakistan song 'Tera Woh pyar' ta rera ta Momina Mustehsan, Da kuma Asim Azhar daga Coke Studio. Naqash Hyder ne ya rubuta wakokin wakar kuma Strings ne ya tsara wakar. An sake shi a cikin 2016 a madadin MainStage Productions.
Bidiyon Waƙar Momina Mustehsan & Asim Azhar
Mawaki: Momina Mustehsan & Asim Azhar
lyrics: Naqash Hydar
An haɗa: kirtani
Fim/Album: Coke Studio
Length: 7:11
An sake shi: 2016
Label: Kayayyakin MainStage
Tera Woh pyar Lyrics
Baatein teri karte hue
Thak ke so jaati hoon sirhaane aasmaan
Jaane kahaan laka jaati hain
Dekhte dekhte tujhe yeh galiyaan
Teri tarah khush-bu chale
Tare hamaari tarah raton se mile
Suni nahi zamaane ne teri meri kahaaniyaan
Karde koyi nawaazishen karam mehrbaaniyaan
Yeh aarzu thi kih dekhe yeh dunya
Ham jaisa koyi deewaana hi nahi
Karde koyi nawaazishen karam mahrbaaniyaan
Raat andheri mein chup rahe the
Gum ek sawera dhoond rahe the
Sadiyon se jaise jaag rahe the
Pyaar ko apne dhaanp rahe the
Phir gir pade
Koyi mila nah sahaara kya karen
Suni nahi zamaane ne teri meri kahaaniyaan
Tera woh pyaar yaad ayaga
Bhoolega naa yeh dil mera
Kya ho gaya socha nah tha
Ta yaya (x8)
Teri woh khaamoshiyaan
Kah deti theen woh sabhi
Jo tu nah keh saki
Kaise bataati tujhe
Sharmaati thi main jaise
Aanchal maza jalta diya
Khoye kahaan mujh ko bata
Tera woh pyaar yaad ayaga
Bhoolega nah yeh dil mera
Tera woh pyaar yaad ayaga
Bhoolega nah yeh dil mera
Kya ho gaya socha na tha
Wurin biya Wakhra Swag Lyrics - Badshah, Navvinder nan