Tera Yaar Hoon Main Lyrics – Arijit Singh | Sonu Ke Titu Ki Sweety

By Tulsi Mahabir

Tera Yar Hoon Lyrics ake rera wakar Arijit Singh ji da kuma Rochak Kohli. Wannan Bollywood Song Rochak Kohli ne ya tsara shi tare da rubutattun wakokin da Kumaar ya rubuta.

Tera Yaar Hoon Main Lyrics daga Sonu Ke Titu ki Sweety movie starring Kartik Aaryan. Tera Yaar Hoon waƙar abota ce ta hindi.

Waka: Tera Yar Hoon

Mawaki: Arijit Singh ji da Rochak Kohli

lyrics: Kumaar

music: Rochak Kohli

Fim/Album: Sonu Ke Titu Ki Sweety

Tsawon Saƙo:

Label na kiɗa: T-jerin

Screenshot of Tera Yar Hoon Main Lyrics - Arijit Singh

Tera Yaar Hoon Main Lyrics

Tu jo rootha toh kaun hansega

Tu jo chuta toh kaun rahega

Tu chup hai toh yeh darr lagta hai

Apna mujhko ko ab kaun kahega

Tu hi wajah

Tere bina bewajah bekar hoon main

Tera yaar hoon main

Tera yaar hoon main

Aaja ladein phir khilono ke liye

Tu jeete main haar jaun

Aaja karein phir wohi shararate

Tu bhaage main maar khaun

Mitthi si woh gaali teri

Sunne ko taiyar hoon main

Tera yaar hoon main

Tera yaar hoon main

Tera yar hoon

Sajna de rang rangayiyan ve

Sagna diyan sehnaiyan ve

dol wajange yaar nacanja

Lakh lakh deo badaiyan ve

Khusiyaan ch nachda main phiran

Hanjuaan ton bachda main phiran

Ya jaate nahi kahin rishte purane

Kisi naye ke aa jaane se

Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de

Kyun pareshan hai mere jaane se

Toota hai toh juda hai kyn

Meri taraf tu muda hai kyu

Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe

Ek teri yaari ka hi

Saaton janam haqdaar hoon main

Tera yaar hoon main

Tera yaar hoon main

Tera yaar hoon main

Tera yaar hoon main

Tara Reham lyrics

1 thought on “ Tera Yaar Hoon Main Lyrics – Arijit Singh | Sonu Ke Titu Ki Sweety”

Leave a Comment