Teri Meri Kahani Lyrics by Himesh Reshammiya & Ranu Mondal Sabuwar Hindi Romantic Bollywood Song daga fim din Happy Hardy And Heer Wannan waƙar Himesh Reshammiya ne ya rera kuma shi ne ya tsara shi yayin da Shabbir Ahmed ya rubuta kuma wannan waƙar Bidiyo tana ɗauke da Himesh Reshammiya.
Mawaki: Himesh Reshammiya, & Ranu Mondal
lyrics: Kumaar
An haɗa: Himesh Reshammiya
Fim/Album: Happy Hardy And Heer
Length: 5:16
Saki: 2020
Label: Tukwici Jhankar Gaane
Teri Meri Kahani Lyrics - Happy Hardy And Heer
Aaaaaaaaaaaaa
Teri Meri, Teri-Meri
Teri Meri Kahani….
Kabhi Udti Mehek
Kabhi Geeli Fiza
Kabhi Paak Duya
Kabhi Dhoop Kadak
Kabhi Chhaon Naram
Kabhi Sarad Hawa
Teri Meri, Teri-Meri
Teri Meri Kahani….
Tum Se Hi Hai Dil Ki Lagi
Tum Se Hi Hai Deewanagi
Tum Se Hi Hai Mera Jahaan
Tum Se Hi Hai Ye Zindagi
Jaane Ye Tu Jaane Ye Dil
Aur Jaane Khuda
Jeena Mera Mushkil Hai
Hoke Tumse Juda
Mere Dil Pe Hai Tere Nishaan
Tere Bina Hai Adhora Jahaan
Hai Yahaan Koyi Tumsa Kahaan
Kabhi Udti Mehek
Kabhi Geeli Fiza
Kabhi Paak Duya
Kabhi Dhoop Kadak
Kabhi Chhaon Naram
Kabhi Sard Hawa
Teri Hi Meri, Teri-Meri
Teri Meri Kahani…
song Le Jaana Lyrics