Thoda Sa Lyrics ake rera wakar Kabir Pancholi da kuma Shariva Parulkar. Wannan Wakar Hindi Neel Chhabra ne ya tsara shi da wakokin Kabir Pancholi ya rubuta.
Wakar tauraro Gaurav Wadhwa da Rumman Ahmed. Bidiyon waƙar na waƙar Thoda Sa Vikhyat Narwal ce ta shirya, tare da Gaurav Wadhwa da kuma Rumman Ahmed na Khwaab shahararriyar jarumar.
Waka: Thoda Sa
Mawaki: Kabir Pancholi da Shariva Parulkar
lyrics: Kabir Pancholi
music: Neel Chhabra
Fim/Album: Thoda Sa
Tsawon Saƙo: 4:07
Label na kiɗa: Zee Music Company

Thoda Sa Lyrics – Kabir Pancholi
Galat raah par akake tham gaya
Nami si thi kyun ankhon mein yoon bhala
Likha jo tujhe naseeb mein mere
Begana sa tha main khud ko hi paa liya
Han dil to teri duayein mange
Tujh mein panahein chahe
Teri baahon mein sanwar jaaye..
Han dil to teri duayein mange
Tujh mein panahein chahe
Tere bina han yeh mar jaaye
Thoda sa pyar kar lo na
Zara ikraar bhi kar do na..
Thoda sa pyar kar lo na
Zara ikraar bhi kar do na
Dil jo mera ghabraaye
Aakhir ab maaf bhi kar do na..
Toone na suni kya thi dilkashi
Teri baaton pe dil phisal gaya
Teri yaadon ki kashmakash mein hi
Bechain sa hai kyun hairan kyun khada
Aadha adha sa jee raha tha main
Tere ane se poora ho gaya
Kwabon mein tere kho chala tha main
Baton baton mein ishq ho gaya..
Han ab to teri duayein mangun
Tujhmein panaahein chahun
Teri baahon mein sanwar jaaun
Ab to teri duayein mangun
Tujhmein panaahein chahun
Tere bina ab mar jaaun..
Thoda sa pyar kar lo na
Zara ikraar bhi kar do na
Thoda sa pyar kar lo na
Zara ikraar bhi kar do na
Dil jo mera ghabraaye
Aakhir ab maaf bhi kar do na..!