Tinak Tinak lyrics daga fim din Tanhaji (2020), This Bollywood Song Anil Verma ne ya rubuta shi, wanda ya rera Harshdeep Kaur, kiɗan da Sachet-Parampara ya tsara, wanda Harshdeep Kaur yayi.
Mawaki: Harshdeep Kaur
lyrics: Anil Verma
An haɗa: Sachet-Parampara
Fim/Album: Tanhaji
Length: 3:33
Saki: 2021
Label: T-jerin
Tinak Tinak Lyrics - Tanhaji
Saans ki har lau se teri
Roshan main aangan karun
Saans ki har lau se teri
Roshan main aangan karun
Taara ban dharti pe chamke
Tinak tinak shringar karun
Veer sindoori mathe rachun
Tinak tinak shringar karun
Veer sindoori mathe rachun
Baati jeevan ki bujh na jaaye
Mere aachal se door na jaaye
Baati jeevan ki bujh na jaaye
Mere aachal se door na jaaye
Natkhat natkhat tere paon ki karwat se
Teri saanson ko main aaj sunun
Tere hone ki in saanson ko
Muthi mein apni kaid karun
Saans ki har lau se teri
Veer sindoori mathe rachun
Tinak tinak shringar karun
Veer sindoori mathe rachun
Tinak tinak shringar karun
Veer sindoori mathe rachun
Darpan mein hai teri Jeevan ki baati
Jal-bujh jal-bujh yaadein Teri sataati
Darpan mein hai teri Jeevan ki baati
Jal-bujh jal-bujh yaadein Teri sataati
Band rakhun tujhe in palkon pe
Main na tujhe jane doon
Saans ki har lau se teri
Veer sindoori mathe rachun
Tinak tinak shringar karun
Veer sindoori mathe rachun
song Gamand Kar Lyrics