Tiranga Lyrics – YODHA | Tanishk Bagchi, B Praak | 2024

By Shirley Howarth

Tiranga Lyrics: By B Praak, Sabuwar waƙar Hindi 'Tiranga' Daga Fim ɗin Bollywood "Yodha" ne ya rera ta. B Praak. Manoj Muntashir Shukla ne ya rubuta wannan sabuwar wakar, yayin da wannan wakar Tanishk Bagchi ya yi. Bidiyon Kiɗa Yana Nuna Sidharth Malhotra, Raaashii Khanna, da Disha Patani.

An sake shi a cikin 2024 a madadin T-Series. Bidiyon waƙar Sagar Ambre & Pushkar Ojha ne suka shirya shi.

artist: B Praak

lyrics: Manoj Muntashir Shukla

Kunna: Tanishk Bagchi

Fim/Album: Yodha

Length: 2: 24

An sake shi: 2024

Lakabin: T-Series

Hoton wasiƙar Tiranga

Tiranga Lyrics - YODHA

Tera Himalaya Aakash Chhoo Le
Behti Rahe Teri Ganga
Ooncha Ho Itna, Itna Buland Ho
Taaron Ko Choomein Tiranga

Maa Se Hai Maati
Ma Se Hai Matha
Mathe Pe Maati
Saza Ke Chalein

Maaye Chalti Rahe
Bekhauf Hawa Yeh
Lehra Ke Jhoomein Tiranga

Aazad Rahe, Aabaad Rahe Tu
Taaron Ko Choomein Tiranga

Maaye Tere Liye Mar Mitenge
Tere Bete Na Pichhe Hatenge
Jab Tujhpe Aanch Aaye
Humein Tu Pukaar Lena

Balidaan Ka Bahaana
Humein Baar Baar Dena
Ya Jo Jaan-Vaan Hai
Tere Saamne Kya Hai

Koyi Shoorveer Hi
Praan Daan Deta Hai

Maa Se Hai Maati
Ma Se Hai Matha
Mathe Pe Maati
Saza Ke Chalein

Maaye Chalti Rahe
Bekhauf Hawa Yeh
Lehra Ke Jhoomein Tiranga

Aazad Rahe, Aabaad Rahe Tu
Taaron Ko Choomein Tiranga

Jhoomein Haan Jhoomein Tiranga
Taaron Ko Haan Choomein Tiranga
Jhoomein Haan Jhoomein Tiranga
Taaron Ko Haan Choomein Tiranga

Ga wata sabuwar wakar Bollywood Bhola Bhala Baby Lyrics – Kisan Mubarak | 2024

Leave a Comment