Tukur Tukur Lyrics daga Dilwale (2015) wanda ya rera Arijit Singh ji. Wannan Bollywood song Pritam Chakraborty ne ya tsara shi da wakokin Amitabh Bhattacharya ne ya rubuta
Mawaki: Arijit Singh ji
lyrics: Amitabh Bhattacharya
music: Pritam
starring: Shahrukh Khan, Kajol, Varun Dhawan, Kriti Sanon
Tsawon: 4:33
Label na kiɗa: Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd.
Tukur Tukur Lyrics
Tukur tukur tukur tukur
Tukur tukur dekh taka tak (x3)
Dil mein haan hai honton pe na
Dil mein haan hai honton pe na
Bhare bazaar mein dil tod gayi zaalima
Tukur tukur tukur tukur
Tukur tukur dekh taka tak (x2)
Aashiqon ki jaan le gayi
Aashiqon ki jaan le gayi
Kaahe rumal magar chod gayi zalima
Tukur tukur tukur tukur
Thukur thukur dekh taka tak (x2)
Chahne wale tere jittne hazar sanam
Badh ke humse nahi honge dildar sanam
Ye zamana hai bewafa
Ye zamana hai bewafa
Mille mushqil se wafadar koi balma
Tukur tukur tukur tukur
Tukur tukur dekh taka tak (x3)
Ayyaya Vasco da Gama
Ayyaya pagdi fanjama
Hey ayiyaya Vasco da Gama
Ayyaya pagdi fanjama
Hosh mein hi sahi
Magar gustakhiyan ho zara
Aa tujhe chum loon
Bhale badnamiyan ho zara
(Tukur tukur tukur tukur..)
Ya hosh mein hi sahi
Magar gustakhiyan ho zara
Aa tujhe chum loon
Bhale badnamiyan ho zara
Husn hai bekaabu agar
Husn hai bekaabu agar
Kaahe jazbat ko kaabu mein rakh balma
Tukur tukur tukur tukur
Tukur tukur dekh taka tak (x4)
Hey ayiyaya Vasco da Gama
Ayyaya pagdi pajama (x2)
Pyaar kya cheez hai
Pichha chode naa wo marz hai
Umr bhar sar se jo
Miyan utre na wo karz hai
Isse bach ke rehna zara
Isse bach ke rehna zara
Nazar andaaz naa kar mashwara ye kaam ka
Tukur tukur tukur tukur
Tukur tukur dekh taka tak (x2)
Wurin biya Toshe Lyrics