Tum Se Hi Lyrics – Ankit Tiwari | Alia Bhatt | Sadak 2

By Vinaybeer Deol

Tum Se Hi Lyrics: daga Sadak 2, Wannan Bollywood song ake rerawa Ankit Tiwari and Leena Bose, kuma yana da waƙar Ankit Tiwari yayin da Shabbir Ahmed ya rubuta waƙar Tum Se Hi.

Mawaki: Ankit Tiwari & Leena Bose

lyrics: Shabir Ahmed

An haɗa: Ankit Tiwari

Fim/Album: kwarya 2

Length: 2:41

Saki: 2020

Lakabin: Sony Music India

Hoton Tum Se Hi Lyrics

Tum Se Hi Lyrics – Ankit Tiwari

Do dil safar mein nikal pade
Jana kahaan kyun fikar karein
Kahaan thikana ho raat ka
Subah kahaan pe basar karein
Khoya khoya dil mera kehta hai

Haan tum se hi bas tum se hi
Meri jaan hai bas tum se hi
Dil ko mere aararaam hai
Pareshaan hai bas tum se hi

Jo dard ko sukoon de
Wo dard tum se milta hai
Ae dil zara itna bata
Kyon ishq unse hota hai

Saanson ko ab jeene ka
Jaise sahara mil gaya
Khoya khoya dil mera kehta hai

Hmm.. Tum se hi bas tum se hi
Meri jaan hai bas tum se hi
Dil ko mere aararaam hai
Pareshaan hai bas tum se hi

Aashiqi hoti hai kya
Dil ko mere malum na tha
Ek bhi teri tarah
Chehra koyi masoom na tha

Haan yoon laga is jaan mein
Ik jaan si dakhil huyi
Ab to har lamha mujhse kehta hai

Haan tum se hi bas tum se hi
Meri jaan hai bas tum se hi
Dil ko mere aararaam hai
Pareshaan hai bas tum se hi

Tum sa hi..

song Jaan Ban Gaye Reprise Lyrics – Khuda Haafiz

Leave a Comment