Tumhe Dillagi Lyrics daga Wakar Hindis (2016) waka ta Rahat Fateh Ali Khan. Salim-Sulaiman ne ya yi wannan waka tare da rubuta wakokin Manoj Muntashir.
Mawaki: Rahat Fateh Ali Khan
lyrics: Manoj Muntashir
music: Salim Sulaiman
starring: Huma Qureshi, Vidyut Jammwal
Tsawon waƙa: 6: 26
Label na kiɗa: T-jerin
Kirredit ɗin Waƙoƙin Asali:
Mawaƙa / Kiɗa: Ustad Nusrat Fateh Ali Khan
lyrics: Purnam Allahabadi

Dillagi Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan
Tumhe dillagi bhol jani padegi
Tumhe dillagi bhol jani padegi
Tumhe dillagi bhol jani padegi
Kabhi dil kisi se laga kar to dekho
Tumhe dillagi bhol jani padegi
Kabhi dil kisi se laga kar to dekho
Tumhe dillagi bhul jani padegi
Tumhe dillagi bhul jani padegi
Kabhi dil kisi se laga kar to dekho
Tumhare khayalon ki duniya yahi hai
Zara meri baahon mein aa kar toh dekho
Dekh ke mujhe kyu tum dekhte nahi
Yaara aisi berukhi sahi toh nahi
Raat din jise manga tha duaon mein
Dekho gaur se main wohi toh nahi
Main woh ya rang hoon jo chadh ke
Kabhi chute na
Main woh ya rang hoon jo chadh ke
Kabhi chute na daaman se
Dillagi lyrics at lyricsted.com
Tumhein pyar se pyar hone lagega
Tumhein pyar se pyar hone lagega
Mere saath shaamein bita kar toh dekho
Tumhe dillagi bhol jani padegi
Mohabbat ki rahon mein aa kar to dekho
Tere liye main jeeyun
Tujhpe hi main jaan dun
Dil ki kahun
Dil ki sunu
Ishq hai dil lagi nahi
Dillagi dillagi nahi
Tumhe dillagi bhol jani padegi
Mohabbat ki rahon mein aa kar to dekho
Mohabbat ki rahon mein aa kar to dekho
Wurin biya Tumhe Apna Banane Ka Junoon Lyrics