Tumse Bhi Zyada Lyrics – Tadap | Arijit Singh ji

By Danika Garibay

Tumse Bhi Zyada Lyrics daga Tadap sabo ne Bollywood song Arijit Singh ne ya rera shi, Pritam kuma wannan sabuwar wakar tana dauke da Ahan Shetty, Tara Sutaria. Irshad Kamil ne ya rubuta wakokin Tumse Bhi Jyada yayin da Prasad Sashte, Sunny MR suka ba da waƙa.

Mawaki: Arijit Singh ji, Pritam

lyrics: Irshad Kamil

An haɗa:  Prasad Sashte, Sunny MR

Fim/Album: Tadap

Length: 2:10

Saki: 2021

Label: T-jerin

Screenshot of Tumse Bhi Zyada Lyrics

Tumse Bhi Zyada Lyrics – Tadap

Mohabbat Mein Yun Hadd Ko Paar Kiya
Mohabbat Mein Yun Hadd Ko Paar Kiya
Tumse Bhi Zyada Tumse Pyar Kiya
Tumse Bhi Jyada Tumse Pyar Kiya

Dard Ki Hadon Ko Bhi Paar Kiya
Dard Ki Hadon Ko Bhi Paar Kiya
Tumse Bhi Zyada Tumse Pyar Kiya
Ho Tumse Bhi Jyada Tumse Pyar Kiya

Tu Meri Thi Meri Hai
Agar Khabar Aa Jaaye
Besabre Se Dil Ko
Bewaqt Sabar Aa Jaaye

Khushi Deke Tumko Gham Udhar Liya
Khushi Deke Tumko Gham Udhar Liya
Tumse Bhi Zyada Tumse Pyar Kiya
Ho Tumse Bhi Jyada Tumse Pyar Kiya

Ho Ho Ho Ho Ho…

Ho Yeh Tadap Kaisi Hai
Ya Jalan Hai Kaisi
Halanki Dono Mein
Hai Wafa Pehle Si

Jo Rang Tera Hai
Woh Rang Hai Mera
Kuchh Main Tere Jaisa
Kuchh Tu Mere Jaisi

Judai Ne Humko Ik Saar Kiya
Judai Ne Humko Ik Saar Kiya
Tumse Bhi Zyada Tumse Pyar Kiya
Ho Tumse Bhi Jyada Tumse Pyar Kiya

Mohabbat Mein Yun Hadd Ko Paar Kiya
Mohabbat Mein Yun Hadd Ko Paar Kiya
Ho Tumse Bhi Zyada Tumse Pyar Kiya
Ho Tumse Bhi Jyada Tumse Pyar Kiya

Hmmm.. Aa Gale Mil Phir Se
Phir Zara Chain Aaye
Ho Mere Honthon Pe
Phir Tere Hi Saye

Bin Tere Jeena Bhi
Maut Hi Lagata Hai
Ya Tu Aa Jaaye
Ya Saans Bhi Na Aaye

Duaon Mein Aisa Izhaar Kiya
Duaon Mein Aisa Izhaar Kiya
Tumse Bhi Zyada Tumse Pyar Kiya
Ho Tumse Bhi Jyada Tumse Pyar Kiya

Mohabbat Mein Yun Hadd Ko Paar Kiya
Mohabbat Mein Yun Hadd Ko Paar Kiya
Tumse Bhi Zyada Tumse Pyar Kiya
Ho Tumse Bhi Jyada Tumse Pyar Kiya

Ho Ho Ho Ho Ho…

song Khair Mangde Lyrics

Leave a Comment