Wajah Tum Ho Lyrics daga Labarin Hate 3 wanda ya rera Armaan Malik. Wannan Bollywood song Baman ne ya rubuta shi da wakokin Manoj Muntashir ya rubuta.
Mawaki: Armaan Malik
lyrics: Manoj Muntashir
Album/Fim: Labarin Kiyayya 3
music: Baman
Length: 04:36
Label na kiɗa: T-jerin
Wajah Tum Ho Lyrics
Kaise kahun ishq mein tere
Kitna hoon betaab main
Aankhon se ankhein mila ke
Chura loon tere khwab main..(2x)
Mere saye hai sath mein
Yara jis jagah tum ho
Main jo jee raha hoon
Waja tum ho
Waja tum ho
Main jo jee raha hoon
Waja tum ho
Waja tum ho
Hai yeh nasha ya hai zeher
Is pyaar ko hum kya naam de
Hai yeh nasha ya hai zeher
Is pyaar ko hum kya naam de
Kab se adhuri hai ik dastaan
Aaja usse aaj anjam de
Tumhe bhuloon kaise mein
Meri pehli khata tum ho
Main jo jee raha hoon
Waja tum ho
Waja tum ho
Main jo jee raha hoon
Waja tum ho
Waja tum ho
Kya jaane tu me iraade
Le jaunga saanse chura ke
Kya jaane tu me iraade
Le jaunga saanse chura ke
Dil ke raha hai gunehgaar banja
Bada chain hai inn gunahon se aage
Main ghumshuda si raat hun
Meri khushnuma subah tum ho
Main jo jee raha hoon
Waja tum ho
Waja tum ho
Wajah tum ho..(4x)
Wurin biya Vvip Gabroo Lyrics