Wallah Habibi Lyrics – Bade Miyan Chote Miyan | Vishal D, Vishal M

By official_account

Wallah Habibi Lyrics: Vishal Mishra, Vishal Dadlani, da Dipakshi Kalita ne suka rera daga fim ɗin 'Bade Miyan Chote Miyan' This Latest Wakar Hindi “Wallah Habibi” Features Akshay Kumar and Tiger Shroff. Irshad Kamil ne ya rubuta waƙar yayin da Vishal Mishra ne ya shirya waƙar. Wannan fim Ali Abbas Zafar ne ya bada umarni.

An sake shi a cikin 2024 a madadin Kamfanin Kiɗa na Zee.

artist: Vishal Dadlani, Dipakshi Kalita & Vishal Misra

lyrics: Irshad Kamil

Kunna: Vishal Mishra

Fim/Album: Bade Miyan Chote Miyan

Length: 2: 49

An sake shi: 2024

Lakabin: Zee Music Company

Screenshot of Wallah Habibi Lyrics

Wallah Habibi Lyrics – Bade Miyan Chote Miyan

Rait Pe Paon Tere
Yun Thirakte Karwaan Mein
Jis Tarah Loh Masalon Ki
Mahalti Hai Hawa Mein

Chand Aadha Kare Chehre
Ki Teri Ye Naqabein
Teri Yadon Mein Saare
Shayaron Ki Hai Kitabein

Darbadar Tu
Khushbuon Se Hai
Mil Gayi Tu
Majnuon Se Hai

Ya Marhabi Ya Marjabi
Aa Ishq Tu Jaga De
Wallah Habibi Wallah Habibi

Qaraar Na Mile
Mayar Na Mile
Haan Pyaar Na Mile
Tareef Se Bazaar Mein

Wo Husn Kya Bhala
Wo Kya Hai Aashiqui
Saba Na Sake
Jo Pyaar Mein Jo Pyaar Mein

Darbadar Tu
Khushbuon Se Hai
Mil Gayi Tu
Majnuon Se Hai

Ya Marhabi Ya Marjabi
Aa Ishq Tu Jaga De
Wallah Habibi Wallah Habibi

Wata sabuwar wakar Hindi Mast Malang Jhoom Lyrics | Bade Miyan Chote Miyan | Arijit ,Vishal | 2024

Leave a Comment