Wah Din Lyrics daga Chhichhore: Akwai nau'i biyu na wannan Bollywood song, daya ake rerawa Tushar Joshi wani kuma ake rerawa Arijit Singh ji. Pritam ce ta shirya wakar yayin da Amitabh Bhattacharya ya rubuta wakokin Woh Din. kuma, ya ƙunshi Sushant Singh Rajput, Shraddha Kapoor, Varun Sharma, da Naveen Polishetty.
Mawaki: Arijit Singh ji da Tushar Joshi
lyrics: Amitabh Bhattacharya
An haɗa: Pritam
Fim/Album: Chhichhore
Length: 5:17
Saki: 2019
Label: T-jerin
Woh Din Lyrics - Chhichhore
Yadon ke purane album mein
Chhupa ke rakhe hain humne woh din
Gullak mein padi chavanni si
Bacha ke rache hain humne woh din
Na kisi manzil ki fikar thi
Zindagi jeene ki umar thi
Dosti aur doston se udhar ke din the
Woh din bhi kya din the, woo…
Hmm… woh din bhi kya din the, woo… (x2)
Bigde hue insaan the
Shaitan ki santaan the
Hmm…
Lekin brother jo bhi kaho
Wo yaar hi toh jaan the
College ki kudi se
karne aankhein chaar ke din the
Aye zindagi mein
Pehle pehle pyar ke din da
Woh din bhi kya din the, woo…
Wo din bhi kya din the, woo…
Wo din bhi kya din…
Oo.. Kharboozon ko kharboozon ki
Milli si sangat ke apne wo din
Oo.. jeevan pe nayi jawani ki
Chadi si rangat ke apne wo din
Yaad hai filmon ke purane
RD Burman ke wo gaane
Band ke, keyboard ke
Aur guitar ke din the
Woh din bhi kya din the, woo…
Hmm… woh din bhi kya din the, woo… (x2)