Yeh Raaten Yehh Mausam Lyrics daga Hindi Singles rera by Sanam Puri. wannan Wakar Hindi “Yeh Raaten Yehh Mausam” Sanam ne ya tsara shi tare da waƙoƙin Yeh Raaten Yehh Mausam da Majrooh Sultanpuri ya rubuta.
Mawaki: Sanam Puri
lyrics: Majrooh Sultanpuri
Daraktan kiɗa: Ravi
Kiredit na asali
Mawaki: Kishore Kumar, Asha Bhosle
Length: 3:39
Label: Saregama

Yeh Raaten Yehh Mausam lyrics
Eh raaten, yeh mausam
Nadi ka kinaara, yeh chanchal hawaa
Ha.. da.. da..
Eh raaten, yeh mausam
Nadi ka kinaara, yeh chanchal hawaa
Kaha doh dilon ne
Ke milkar kabhi hum, na honge juda
Eh raaten, yeh mausam
Nadi ka kinara, yeh chanchal hawa
Yeh kya baat hai, aaj ki chandni mein
Yeh kya baat hai, aaj ki chaandni mein
Ke humko gaye, pyaar ki raagini mein
Yeh bahon mein bahen
Yeh bahaki nigaahen
Lo aane laga zindagi ka maza
Eh raaten, yeh mausam
Nadi ka kinaara, Yeh chanchal hawa
Sitaaron ki mehafil ne, karke ishaara
Sitaron ki mehfil ne, karke ishara
Kaha ab toh saara, jahan hai tumhara
Mohabbat javaan ho, khula aasaman ho
Kare koi dil arazu aur kya
Eh raaten, yeh mausam
Nadi ka kinaara, yeh chanchal hawa
Kasam hai tumhe, tum agar mujhse ruthe
Kasam hai tumhe, tum agar mujhse ruthe
Rahe sans jab tak
Yeh bandan na tote
Tumhe dil diya hai, yeh vaada kiya hai
Sanam main tumhaari rahungi sada
Eh raaten, yeh mausam
Nadi ka kinaara, yeh chanchal hawa
Kaha doh dilon ne, ke milkar
Kabhi hum nahonge judaa...
Wurin biya Yeh Ishq Hai Lyrics