Zaroorat Lyrics daga Ek Villain (2014) wanda ya rera Mustafa Zahid. Wannan Bollywood Song Mithoon ne ya rubuta shi kuma ya rubuta wakoki.
Taurarin fina-finan Ek Villain sun hada da Riteish Deshmukh, Shraddha Kapoor, da Sidharth Malhotra. Mohit Suri ne ya bada umarni. Ek Villain ya fito a ranar 27 ga Yuni, 2014.
Waka: Zaroorat Lyrics
Mawaki: Mustafa Zahid
lyrics: Mithoon
music: Mithoon
Movie: Ek Villain
Tsawon waƙa: 4:50
Label na kiɗa: Eros Music, T-Series
Zaroorat lyrics
Yeh dil tanha kyun rahe
Kyun hum tukdon mein jiyein
Yeh dil tanha kyun rahe
Kyun hum tukdon mein jiyein
Kyun rooh meri yeh sahe
Main adhoora jee raha hun
Hardam yeh keh raha hun
Mujhe teri zaroorat hai (3x)
Yeh dil tanha kyun rahe
Kyun hum tukdon mein jiyein
Yeh dil tanha kyun rahe
Kyun hum tukdon mein jiyein
Kyun rooh meri yeh sahe
Main adhoora jee raha hun
Hardam yeh keh raha hun
Mujhe teri zaroorat hai (2x)
Andheron se tha mera rishta bada
Toone hi ujaalon se wakif kiya
Ab lauta main hoon
In andheron mein phir
To paya khud ko beghana yahan
Tanhaayi bhi mujhse khafa ho gayi
Banjron ne bhi thukra diya
Main adhoora jee raha hun
Khud par hi ek saza hoon
Mujhe teri zaroorat hai (2x)
Hmm.. tere jism ki woh khusbuyein
Ab bhi inn saason mein zinda hain
Mujhe ho rahi inse ghutan
Mere gale ka yeh fanda hai
Aaa…
Teri choodiyon ki woh khank
Yadon ke kamre mein goonje hai
Sun kar ise aata hai yaad
Hathon mein mere zanjeerin hain
Tu hi aake inko nikal zara
Kar mujhe yahan se riha
Main adhoora jee raha hoon
Yeh sadayein de raha hoon
Mujhe teri zaroorat hai (3x)
Zabaan Jale Hai Lyrics daga fim din Dedh Ishqiya