Zindagi Lyrics – Ardh (2022) | Sonu Nigam

By Aurea E. Jones

Zindagi Lyrics: daga Bollywood Movie "Ardh", Jai Basantu Singh ne ya bada umarni. Sonu nigam ya rera wakar Bollywood song “Zindagi”, Palaash Muchhal ne ya tsara waƙar yayin da kunaal Vermaa ya rubuta waƙar. Bidiyon Waƙar Yana Nuna - Rajpal Yadav & Rubina Dilaik.

An fitar da wannan Waƙar a cikin 2022 a madadin Kamfanin Kiɗa na Zee.

Sunan Waka: Ishq Ka Manjha

Mawaki: Sonu nigam

lyrics: Kunaal Vermaa

An haɗa: Palaash Muchhal

Fim/Album: Ardh

Length: 3:30

Saki: 2022

Lakabin: Zee Music Company

Hoton Zindagi Lyrics

Zindagi Lyrics - Ardh

Laayegi Tu Khushi Yeh Kaha Tha
Ab Nibha Le Zindagi Tera Vaada
Laayegi Tu Khushi Yeh Kaha Tha
Ab Nibha Le Zindagi Tera Vaada

Tune Jo Bhi Diya Rasta Main Chala
Ho Gaya Hai Safar Ab Toh Aadha
Tune Jo Bhi Diya Rasta Main Chala
Ho Gaya Hai Safar Ab Toh Aadha

Aayega Kab Woh Din Yeh Bata Ja
Ab Nibha Le Zindagi Tera Vaada
Laayegi Tu Khushi Yeh Kaha Tha
Ab Nibha Le Zindagi Tera Vaada

Chehre Kayi Hai Chehre Pe Mere
Na Jaane Mera Hai Kaun Sa
Ho Chehre Kayi Hai Chehre Pe Mere
Na Jaane Mera Hai Kaun Sa

Ek Zindagi Hai Kirdaar Hai Do
Kisko Jiyun Main Kar Faisla
Jee Raha Hoon Jo Mera Khwaab Na Tha
Ab Nibha Le Zindagi Tera Vaada

Laayegi Tu Khushi Yeh Kaha Tha
Ab Nibha Le Zindagi Tera Vaada

Main Roz Ghar Se Ummeed Leke
Jaata Hoon Aksar Yeh Soch Kar
Ho Main Roz Ghar Se Ummeed Leke
Jaata Hoon Aksar Yeh Soch Kar

Ke Aaj Meri Badlegi Kismat
Dil Ko Milegi Acchi Khabar

Hai Mera Yeh Veham Kya Pata Tha
Ab Nibha Le Zindagi Tera Vaada
Laayegi Tu Khushi Yeh Kaha Tha
Ab Nibha Le Zindagi Tera Vaada

Tune Jo Bhi Diya Rasta Main Chala
Ho Gaya Hai Safar Ab Toh Aadha
Tune Jo Bhi Diya Rasta Main Chala
Ho Gaya Hai Safar Ab Toh Aadha

Aayega Kab Woh Din Yeh Bata Ja
Ab Nibha Le Zindagi Tera Vaada

Layegi Tu Khushi
Haan Haan Haan

song Ishq Ka Manjha Lyrics – Ardh (2022)

Leave a Comment