Phir Mulaaqat Lyrics – Jubin Nautiyal | Emraan Hashmi

By Julian Serna

Phir Mulaaqat Lyrics - Cheat India me Emraan Hashmi lāua ʻo Shreya Dhanwanthary. ʻO kēia Mele Bollywood mele ʻia e ʻO Jubin Nautiyal, a haku ʻia e Kunaal Rangon (Songster) ʻoiai ʻo Phir Mulaaqat nā mele i kākau ʻia e Kunaal Vermaa.

Mea mele: ʻO Jubin Nautiyal

Lyrics: Kunaal Vermaa

haku ʻia: Kunaal-Rangon (Songster)

Kiʻiʻoniʻoni/Album: Hoʻopunipuni ʻo India

loa: 2:10

hookuu ia: 2019

Label: Nā T-Series

Screenshot of Phir Mulaaqat Lyrics

Phir Mulaaqat Lyrics – Jubin Nautiyal

Toh kya hua, judaa huve

Magar hai khushi mile toh thhe

Toh kya hua, mude raaste

Kuch door sang chale toh thhe

Dobara milenge kisi mod pe

Jo baaqi hai woh baat hogi kabhi

Chalo aaj chalte hain hum

Phir mulaqat hogi kabhi

Phir mulaqat hogi kabhi

Judaa ho rahe hain kadam

Phir mulaaqat hogi kabhi

Dukhaaun main dil jaate jaate tera

Mera aisa koi iraada nahi

Chhupa lunga main hans ke aansu mere

Yeh teri khushi se toh zyada nahi

Jo bichde nahi toh phir kya mazaa

Zaroori hai rehni bhi thodi kami

Nahi hoga kuch bhi khatam

hoolaha

Phir mulakat hogi kabhi

Phir mulakat hogi kabhi

Judaa ho rahe hain kadam

Phir mulaaqat hogi kabhi

Sitaaron ki iss bheed ko gaur se

Ik aakhiri baar phir dekh lo

Ye jo do alag se hain baitthe huve

Ye tum ho, ye main hoon, yehi maan lo

Yeh din mein nahi nazar aayenge

Magar kal ko jab raat hogi kabhi

Jo yeh roshni hogi kamm…

Phir mulaqaat hogi kabhi

Phir mulaqaat hogi kabhi

Juda ho rahe hain kadam

Phir mulaaqat hogi kabhi

Mmm ...

Mele Dil Mein Ho Tum Lyrics

Waiho i ka manaʻo