Safar Lyrics – Mohit Chauhan | puke puke

By Stephanie R. Harvey

Safar Lyrics - Notebook: He mea hou kēia Mele Bollywood mai ka kiʻiʻoniʻoni "Notebook". ʻO Zaheer Iqbal & Pranutan Bahl. Mele ia e Mohit Chauhan, haku ʻia e Vishal Mishra, a kākau ʻia e Kaushal Kishore.

Mea mele: Mohit Chauhan

Lyrics: Kaushal Kishore

haku ʻia: ʻO Vishal Mishra

Kiʻiʻoniʻoni/Album: puke noke

loa: 3:31

hookuu ia: 2019

Label: Nā T-Series

Kiʻi kiʻi o Safar Lyrics

Safar Lyrics – Puke puke

Oh bandeya dhoondhe hai kya

Raahein teri hai ghar tera

Chalna wahaan, jaana wahaan

Khud tak kahihin pahunche jahaan

Kadam utha aur saath mein ho le

Shehar shehar yeh tujhse decho bole

Tukar tukar yun apne naina khole

Zindagi pee le zara

Behti hawaaon ke jaise hain iraade

Udte parindon se seekhi hain jo baatein

Anjaani raahon pe koi… main chala

Main safar mein hoon, khoya nahi

Main safar mein hoon, khoya nahi

Main safar mein hoon, khoya nahi

Main safar mein hoon, khoya nahi

Thoda aage badhein

Maine jana yeh

Sach hai toh kya hai

Uljhe uljhe sab sawaal

Zindagi hai ye kya

Main kaun hoon

Maine yeh jana

Mujhe mil hi gaye sab jawaab

Dekho na hawa kaanon mein mere kehti kya

Boli vekh Farida mitti khuli

Mitti utte Farida mitti dhulli

Chaar dina da jee le mela duniya

Phir jaane hona kya…

Behti hawaaon ke jaise hain iraade

Udte parindon se seekhi hain jo baatein

Anjaani raahon pe koi… main chala

Main safar mein hoon, khoya nahi

Main safar mein hoon, khoya nahi

Main safar mein hoon, khoya nahi

Main safar mein hoon, khoya nahi

Yeh kaisa safar hai jo yun duba raha

Jaata hoon kahi main ya laut ke aa raha

Woh chehre woh aankhein

Woh yaadein purani

Mujhe poochhti

Yeh nadiya ka paani bhi behta hai kehta yehi

Main safar mein hoon, khoya nahi

Main safar mein hoon, khoya nahi

Main safar mein hoon, khoya nahi

Main safar mein hoon, khoya nahi

Khoya nahi, Khoya nahi

Khoya Khoya Khoya Khoya nahi

Main safar mein hoon, khoya nahi

Mele Bhumro Lyrics

Waiho i ka manaʻo