Aaram Karo Lyrics: iz bollywoodskog filma “Sharmaji Namkeen”, ovaj film režirao je Hitesh Bhatia. Gopal Datt je pjevao Bollywoodska pjesma “Aaram Karo” Sneha Khanwalkar skladala je glazbu dok je tekst pjesme napisao Gopal Datt. U videu Song pojavljuju se Rishi Kapoor, Paresh Rawal i Juhi Chawla.
Ova je pjesma objavljena 2022. u ime Zee Music Company.
Ime pjesme: Ye Luthrey
Pjevač: Gopal Datt
Lyrics: Gopal Datt
Sastavljeno: Sneha Khanwalkar
Film/Album: Sharmaji Namkeen
Dužina: 2:15
Release: 2022
Label: Zee Music Company
Aaram Karo Stihovi – Sharmaji Namkeen
Aaram karo
karo aaram karo
Aaram karo karo karo
Aaram karo
Waqt ka dariya bahata raha hai
Jaana hai kahan kehta raha
Umr ke sanchemein dum nahin khache mein
Dhal dhal dhalata raha
Umr ke saanchemein dum nahin khache mein
Dhal dhal dhalata raha
Waqt ka dariya bahata raha hai
Jaana hai kahaan kehta raha
Aur ab delhi ke mausam ka haal
Pashchami poorb uttar ki taraph se aane wali
Hawao ke kaaran mosham khushk bana rahega
Vaayu mandal mein taavarata ke tanaav ko dekhte huye
60 saal se upar ke buzargo ko ghar par rahene
Aur aaram karne ki salaah di gayi hai
Swasth mantri ne khud unhen sambodhit karte huye kaha hai
Aaram karo
Karo aaram karo
Aaram karo karo karo
Aaram karo
Subah ko shaam humne kiya
Yun hi tamaam humne kiya
Din ke ujaale mein
Raato ke kaale mein
Čal čal čalta raha
Din ke ujaale mein
Raato ke kaale mein
Čal čal čalta raha
Waqt ka dariya behta raha hai
Jaana hai kahan kehta raha
Sharaab piyoge
Pilao zaroor piyunga mein