Kyun Jage Stihovi – Bawri Chhori | Jasleen Aulakh

By Dragi prof

Kyun Jage Lyrics iz filma Bawri Chhori (2021). Ovaj Bollywoodska pjesma Kyun Jaage tekstove je napisao Jasleen Aulakh. Pjevala ju je Jasleen Aulakh. Glazbu je skladala Jasleen Aulakh.

Pjevač: Jasleen Aulakh

Lyrics: Jasleen Aulakh

Sastavljeno:  Jasleen Aulakh

Film/Album: Bawri Chhori

Dužina: 3:21

Release: 2021

Label: Glazba Eros sada

Snimka zaslona stihova Kyun Jage

Kyun Jage Stihovi – Bawri Chhori

kyun jaage mere manwa tu

pa ja re mere manwa tu

es jag mein tera koi

thikana nahi

kyun khoyea khoyea hai tu

kyun gum sum

sehma hai tu

es yahan mein

koi makaan

na tere liye

dhoonde yaha

kyu tu gharonda

es yahaan mein jaha

jaha tera na koi

kadardaan

yaha tera

na koi hamnawa

sunmere manwa

tu hi bata

yaha tera wajood hai kya

bhare bajar ki

es bheed mein

tu hai par hai tanha

sunce puka manva

tu tham ja zra

hai khwabon mein bhi

ik jahaan

tham ja re manwa

jara tham ja re manawa

khwabon ka woh jahaan

pukare mana

us duniyan me

jaagega tu

yaha peer fakeer bhi baste hain

na rok waha

na tok waha

waha mast malang hi baste hain

deewar na koi mandir ki

mesjid ki bhi koi hadd na hai

dar khule hain meh khaano ke waha

azaad parinde udd te hain

jo tu bakšiš maange allah se

woh raam naam se bhi milti hai

jo sukh tu mange ramse hi

woh allah bhi de deta hai

woh mehfil hai deewano ki

waha na tu ban jayega

apni hi dhun pe nachega

apni hi dhun tu gayega

haaaa aaaaaaa

tham ja re manwa

jara tham ja re manawa

khwabon ka woh jahaan

pukare mana

tham ja re manwa

jara tham ja re manawa

khwabon ka woh jahaan

pukare mana

kyun jaage mere manwa tu

pa ja re mere manwa tu

pa ja mere manwa tu

ke aankh teri bhi khull jaye

Pjesma Stihovi Nathu Bhaiya – Bawri Chhori

Ostavite komentar