Ruk Ja Nadeem Stihovi – Amit Mishra | 22 jarda

By Maazina Nour

Ruk Ja Nadeem Stihovi – 22 jarda: Ova Bollywoodska pjesma je pjevao Amit Misra. Stihove napisao Amartya Ray, a glazbu producirao Amartya Ray za film 2019 Yards iz 22.

pjevači: Amit Misra

Lyrics: Amartya Ray

Sastavljeno: Amartya Ray

Film/Album: 22 dvorišta

Dužina: 2:41

Release: 2019

Label: Zee Music Company

Snimka zaslona pjesme Ruk Ja Nadeem

Ruk Ja Nadeem Stihovi – 22 jarda

Ruk ja Nadeem, ruk ja
Aarz hai aaj mohlat ki
Fizayein laati hai barish ki khabar
Aaj thehar tu yahin

Mit gaye hai sitaare
Lekar neend hamari
Aur manzilo ke thikane

Main khoo chuka itra tera
Khoo chuka ikraar tera
Reh gayi farmaishe

Behne de jo beh rahe
Tako rahe woh parinde
Jo udte the yahan
Milte jahan
Udte the yahan
Kya pata kahan?

Oh Nadeem rukja
Kyun sahar meri gumshuda
Tuhi bata, kyun behad hai ye raat
Kyun seh rahe har khwab
Oh Nadeem rukja

Bheed mein tu jo chup ke
Bhaag rahi hai khud se
Mushkura de tu jara

Aashman bhi bula raha hai
Badalon mein teri duwayein
Ae Nadeem rukja

Behne de jo beh rahe
Tako rahe woh parinde
Jo udte the yahan
Milte jahan
Udte the yahan
Kya pata kahan?

Oh Nadeem rukja
Kyun sahar meri gumshuda
Tuhi bata, kyun behad hai ye raat
Kyun seh rahe har khwab
Oh Nadeem rukja
rukja (rukja)
rukja (rukja)
(Rukja) Rukja

Aashman bhi bula raha hai
Badalon mein teri duwayein
Ae Nadeem rukja
Aashman bhi bula raha hai
Badalon mein teri duwayein
Ae Nadeem rukja
Aashman bhi bula raha hai
Badalon mein teri duwayein
Ae Nadeem rukja
Oh Nadeem rukja

Pjesma Bande Daud Lyrics

Ostavite komentar