Khushiyaan Bator Lo Lyrics – Shaitaan | Jubin Nautiyal

By Charu Mandal

Khushiyaan Bator Lo Lyrics: Pa Jubin Nautiyal Dènye a Chante Bollywood 'Khushiyaan Bator Lo' nan fim nan "Shaitaan" chante pa Jubin Nautiyal. Kumaar te ekri mo Hindi yo pandan y ap Amit Trivedi te bay mizik. Li te pibliye an 2024 pa Panorama Music. Se Vikas Bahl ki dirije fim nan.

Fim sa a jwe Ajay Devgn, R. Madhavan, Jyotika, Janki Bodiwala, ak Anngad Raaj.

Chante: Khushiyaan Bator Lo

Chantè: Jubin Nautiyal

Lyrics: Kumaar

Konpoze: Amit Trivedi

Fim/Albòm: Shaitaan

Length: 2:41

Lage: 2024

Mete etikèt sou: Mizik Panorama

Ekran nan Khushiyaan Bator Lo Lyrics

Khushiyaan Bator Lo Lyrics – Shaitaan

Zindagi Zindagi Saari
Tere Sang Hai Bitani
Dil Yeh Jhoomein Tere Hi
Gungunane Se

Tu Meri Saanson Ka Hissa
Jaise Baadal Aur Yeh Paani
Hansta Hoon Main Tere Hi
Muskurane Se

Aise Thamein Ke Na Chhode
Rishton Ki Hum Doriyon Ko

Keh Rahi Hai Hawa
Gham Ki Baatein Chhod Do
Khushiyan Bator Lo
Khushiyan Bator Lo

Keemti Hain Yeh Pal
Inka Rang Odh Lo
Khushiyaan Bator Lo

Mera Jo Bhi Safar Hai Ho Ho
Tere Sang Umra Bhar Hai Ho Ho
Doori Toh Uss Aasmaan Ne
Likhi Nahi Likhi Hi Nahi

Teri Wajah Se Ujaale Ho Ho
Raahon Mein Bikhre Hue Hain Ho Ho
Raaton Ke Mausam Na Aaye Dua
Bas Yahi Bas Yahi Bas Yahi

Rishta Hai Jo Tera Mera
Sooraj Mein Jaise Sawera
Kismat Meri Teri
Aankhon Ke Sitaron Mein

Tu Jeene Ka Jariya Jaise
Pyar Ka Hai Tu Dariya Jaise
Tujhko Rakhun Apni Baahon Ke
Kinaron Mein

Yaadon Se Hum Bharte Jaaye
Dil Ki Tijoriyon Ko

Keh Rahi Hai Hawa
Gham Ki Baatein Chhod Do
Khushiyaan Bator Lo
Khushiyaan Bator Lo

Keemti Hain Yeh Pal
Inka Rang Odh Lo
Khushiyaan Bator Lo

Khushiyan Bator Lo
Khushiyan Bator Lo

Men yon lòt chante Bollywood Gallan Lyrics – Shahid Kapoor | Teri Baaton Mein Aisa Uljha Jiya | MC SQUARE | 2024

Leave a Comment