Bam Bhole Lyrics – Akshay Kumar | Vírus | Laxmii

By Richard R. Saxton

Bam Bhole Lyrics a Laxmii Bomb legújabb hindi Bollywood dal énekelt viruss és ebben a vadonatúj dalban Akshay Kumar, Kiara Advani szerepel. Ennek a gyönyörű dalnak a zenéjét Ullumanati adja, Bam Bholle dalszövegeket szintén Ullumanati, a videót pedig Raghava Lawrence rendezi.

Énekes: viruss

Lyrics: Ullumanati

Összeállítás: Shashi-DJ Khushi

Film/album: Laxmii

Hossz: 3:45

Kiadás: 2020

Címke: Zee Music Company

Képernyőkép a Bam Bhole Lyricsről

Bam Bhole Lyrics – Laxmii

Akaal Mrityu Marta
Kaam Karta Jo Chandal Ka
Kaal Uska Kya Bigade
Bhakt Jo Mahakal Ka

Akaal Mrityu Marta
Kaam Karta Jo Chandal Ka
Kaal Uska Kya Bigade
Bhakt Jo Mahakal Ka

Akaal Mrityu Marta
Kaam Karta Jo Chandal Ka
Kaal Uska Kya Bigade
Bhakt Jo Mahakal Ka

Akaal Mrityu Marta
Kaam Karta Jo Chandal Ka
Kaal Uska Kya Bigade
Bhakt Jo Mahakal Ka

Bam Bhole Bam Bam
Bam Bhole Bam Bam
Bhole Ki Masti Mein Hum
Bam Bhole Bam Bam

Bam Bhole Bam Bam
Bam Bhole Bam Bam
Bhole Ki Masti Mein Hum
Bam Bhole Bam Bam

Bhole Ki Masti Mein Nachenge Saare
Bhole Harenge Jo Kasht Tumhare
Bhole Ke Naam Pe Chalti Ye Duniya
Paar Lagega Ke Bhole Ke Sahare

Bhole Ke Naam Ke Deewane Hue Hum
Phir Bhul Gaye Hum Toh Saare Zindagi Ke Gham
Tujhe Denge Bhole Darshan Sakshaat Saamne
Jaise Hanuman Ji Ko Diye Shri Ram Ne

Bhole Ki Bhakti Mein Milke Saare Aaj Bole
Har Har Mahadev Mahakaal Bam Bole

Bam Bhole
Bam Bhole
Bam Bhole
Bam Bam Bhole
Bam Bam Bhole

Bam Bam Bam Bam Bam Bam Bam
Bam Bam Bam Bam Bam Bam Bhole

Dar Na Kisi Baat Ka Saath Bholenath Ka
Sar Pe Mere Haath Bhole Tere Aashirvad Ka
Dar Na Kisi Baat Ka Saath Bholenath Ka
Sar Pe Mere Haath Bhole Tere Aashirvad Ka

Shiv Shambhu Shiv Shankar
Tera Nasha Hai Chadha Bas Hum Par

Leke Naam Bhole Ka Ho Nihaal
Mann Mein Na Hai Koyi Khayal
Bhole Mein Main Magan Hu
Woh Jaanta Hai Sabka Haal

Vaston Ke Tole Mein
Khoye Saare Bhole Mein
Bhul Gayein Hai Duniya Jabse
Mann Laga Hai Bholle Mein

Mujhpe Chadha Hai Bas Bhole Ka Rang
Har Kann Mein Har Chhann Mein
Hain Bhole Mere Sang

Leke Tera Naam Bhakti Mein Tere Szia Raha Hu
Sabkuch Chhod Ke Shakti Mein Teri Jee Raha Hu

pandzsábi dal Burj khalifa Dalszöveg

Írj hozzászólást