Chal Wahan Jaate Hain Dalszöveg – Arijit Singh

By Maazina Nour

Chal Wahan Jaate Hain Dalszöveg ból ből Hindi dalok (2015) énekelte Arijit Singh. Ezt a dalt Amal Malik szerzi, a szöveget Rashmi Virag írta.

Énekes: Arijit Singh

Lírikus: Rashmi Virág

Összeállítás: Amal Malik

Film/Album: -

Hossz: 9:30

Kiadás: 2015

Címke: T-sorozat

Képernyőkép Chal Wahan Jaate Hain Lyricsről

Chal Wahan Jaate Hain Dalszöveg

Aasman ke parre ek jahaan hai kahin
Jhooth sach ka waha qyeda hi nahi
Roshni mein waha ki alag noor hai
Saaye jismon se aage jahaan jaate hai

Chal wahan jaate hain
Chal wahan jaate hain
Pyaar karne chalo
Hum wahan jaate hain.. (2x)

Seenein se tum mere aake lagg jaao na
Darte ho kyun zara paas toh aao na.. (2x)

Dhun meri dhadkano ki suno

Chal wahan jaate hain
Chal wahan jaate hain
Pyaar karne chalo
Hum wahan jaate hain.. (2x)

Chal jaate hai..
Koi subha wahan raat se na mile
Ud ke waha chalo aao tum hum chale..

Chal jaate hai..
Koi subha wahan raat se na mile
Ud ke waha chalo aao tum hum chale..

Pankh laaya hoon main ud chalo..

Chal wahan jaate hain
Chal wahan jaate hain
Pyaar karne chalo
Hum wahan jaate hain.. (2x)

Dal Kuch Parbat Hilaaye Lyrics

Írj hozzászólást